Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

    dear bah ap ny acha swal ask ky hy k absolutely her error ka bad hi mans apni correct direction ki tarf gamzan ho ta hy is ki waja yeh hy kuch work asay ho tay jis m hum ko you turn ly lena chye aur is m khud ki self correction ker leny chye q k to err is human.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

      g han bhai jaan hamein as main har loss ke bad humein kuch na kuch sekhne ko milta hai as liy hamein chahye hai kee ham as main ache se kam kare and hamein as main us chez ko sekhna bhi chahye hai ta kee ham as main kamyab ho sake ge and hamein as main tu hi kamyabi mile gy
      • #18 Collapse

        Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

        Is main jab hume lose hota ha tu phr hume kuch na kuch seekhne ko milta ha jab lose hota ha tu hume apni mistake ko fallow krna chaiye check krna chaiye hume knsi mistake ki waja se lose ho rha ha ur phr hume apni mistake ko bad main thek kr lena chaiye yahi hamre liye knowledge hota ha
        • #19 Collapse

          Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

          agar humay forex trading main loss huwa hay to humay es waja say pareshan nahi hona chahiye kyun keh jab pareshan hon gay to mazeed loss kar lain gay es liye humay chahiye keh ziada say ziada apni he galtio say seekhay daikhty rahy keh jis waja say humay nuqsan huwa hay wo dubara na karen kyun keh es trha humay nuqsan hota rahy ga aur humay es say bach kar he trading karni chahiye wo tab he ho gi jab samjh kar kam karen gay
          • #20 Collapse

            Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

            G han ap ny sahe kaha hy har loss k bad kafi kch sekhny ko milta hy r ak acha trader any loss ki wja sy kafi kch sekhta hy r apny ap ko aik acha trader bnata. wo trader kbi b kamiyab nai ho skta jo apny loss hony par b kch b nai sekhta r usy ignore kr k agy chal parta hy. us loss ki wja nai janta r na he apny ap ko sahe krta hy. wo pir bar bar wasi he galtian krta rehta hy.
            • #21 Collapse

              Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

              g han bhia har loss har ap ko aik new lesson day kar jata hai jiss say ko sekhny ko milta ha jab bhi loss ho ap ko yeh bat sun kar khush hona chaheay k ap ko kuch sekhny ko mila hai aur apka expereince mazeed ziada ho raha hai es lea ap ko forex main daily hard work karna chahea phir he ap ko loss nahi ho sakta.
              • #22 Collapse

                Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur Hamen nuksan hota hai to nuksan ki vajah ek hi hoti hai ki Ham ismein bahut hi jyada lalach karte hain aur jab Fir Bhi Hamen nuksan Ho Jata Hai To Hamen Aage Sabak Milta Hai Ki Hamen Aisi Galti Dobara Nahin Karni chahie thanks
                • #23 Collapse

                  Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                  System ke sath Hui aaj se regular business develop kar sakte hain ine Logon Ko chahie Kya Kam Karte Jana chahie aur proper management ke sath kam Karenge to inke liye Jyada Achcha aur Jyada benefit wala kam hai aur kam karne se hi Logon Ko jyada ho sakti hai Mukammal guide karti hai kya Nahin Aata Kaise kam karna hai unki nasihat Agar ham log kam Karte Hain To
                  • #24 Collapse

                    Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                    G bilkul seekhny ko milta ha laikn hm agr us se sahi trha seekh laen tu hamari trading bht ziada improve ho sakti ha. Laikn masla ye ha k hm us time loss krny k bad seekh tu laity haen laikn phr bad mein bhool jaty haen aur bad mein phr apni mistakes ko repeat kr jaty ha agr repeat na krean tu hm bht achi trading kr sakty haen.
                    • #25 Collapse

                      Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                      g han hr loss k bad sikhny k liy kuch na kuch zarur milta hy is liy forex main agr humain loss hota hy to humain apni galti ka jaiza lena chahiy or is ko apny trading experience main use krna chaiy. kyun kamyab traders loss hony ki surat main emotions ko control kr is loss sy sikhty hain.kamyab wo hi hy jo apni galtiyon sy sikhta hy. bs humain sabr k sath apni learnig jari rkhni chahiy.
                      • #26 Collapse

                        Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                        bahut acchi baat aapane share Ki Hai Hallows ke bad Hamen Kuchh Na Kuchh sikhane ko Jarur Milta hai isliye Hamen Hallows ke bad Kuchh Na Kuchh sikhana chahie koshish Karni chahie mehnat Karni chahie tabhi Ham Forex Mein Kamyab Ho Sakenge aur Kamyab trader band Sakenge Kamyab Raider banne Ke liye Hamen bahut jyada mehnat karne ki jarurat hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Moula پيغام ديکھيے
                          hello doston Har loss ke bad Hamen Kuchh Na Kuchh sikhane Ko Milta Hai Hamen chahie ki Ham Jis mistakes ki vajah se loss karte hain aur use Note kar len kya Hamen kis mistake ki vajah se Hamen loss hua hai aur use Note karne ke bad Dobara use mistake Hona Daura hai isliye Har Koi Chahta Hai Ki Hamen Har loss ke sath Kuchh Na Kuchh sikhane Ko Milta Hai
                          Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham Forex trading Mein present man ke sath kam kam Karte Hain To Agar Hamen loss bhi ho jata hai to use se Hamen Kuchh Na Kuchh Aisa knowledge Hasil Ho Jata Hai Jo hamari next trade Mein Hamen help karta hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Moula پيغام ديکھيے
                            hello doston Har loss ke bad Hamen Kuchh Na Kuchh sikhane Ko Milta Hai Hamen chahie ki Ham Jis mistakes ki vajah se loss karte hain aur use Note kar len kya Hamen kis mistake ki vajah se Hamen loss hua hai aur use Note karne ke bad Dobara use mistake Hona Daura hai isliye Har Koi Chahta Hai Ki Hamen Har loss ke sath Kuchh Na Kuchh sikhane Ko Milta Hai
                            Profit and loss Forex trading Forex Agar trading per ke loss Ho Jaaye to apni mistake se learn Karen Jab aap apne mistakes Elan Karte Hain To kabhi aap acchi trading kar sakte hain Jab mistake se learn Karenge to acchi kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Har loss ke bad kuch na kuch sekhne ko milta hai

                              Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien learn kerte hin tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko as mien acha ban ker kaam karna hota h agar
                              ham as mien seekh jate hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                              as lyee as mien ham jetna seekh sakte hien ham as mien etna kamaee ker sakte hien as lyee hamain her bar as mien kaam karna hota h aur kamaee karna hota h aur ham ko her loss k bad kuch na kuch seekhna hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X