"loss is end OR Beginning"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    salam member well mere liye to yeh hai ke maine jub trading shuru ki hai practice kar ke tub shuru mein mujhe loss hua hai tub jaker mujhe samjh ayi hai ke trading ke asal rules hain kia charts wagera sab samajhna asaan hogaya hai mere liye pehli trading ke baad se to mere liye to yeh aik new beginning he thi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      meray khyal mai is ko wesay end kar dena chahye jnab,,,lekin log is ki jaan nahi chrtay chahy is mai jitna marzi nuksaan ho jnab,,,
      • #48 Collapse

        ji haan deare loss end nahi hay dear ager samjhnay walaa ho to ku kay loss to hamay bhut sabaq daitraa hai hay kay hum agay barh saken and apna aprofit kama saken loss per sub kuch khatam nahi hotaa hai mahnt kartay rahnaa chaiye ktaky ap agay barh saken and munafaa kaam saken................
        • #49 Collapse

          forex trading main hamain loss har post ke mistake ki waja say hota hai forex trading main mistakes he trader kay loss ka reason banti hai experience jitna zeyada ho ga otna he loss k chance kam ho ga q k experience hi to sub kcuh hy is sy hi ap forex me kamyabi hasil kr skty hen nakimi kamyabi ki pehli searhi hai....
          • #50 Collapse

            g han jab hame loss hota hai to phir hum dobara ye kam nahi karte aor phir hum wo kaam na karte huwe success hasil joti he loss to mere khayal se zarori he is se hame bari ghaltyon se bach jate hen so mere khayal se loss beginners ke liye end nhe begining he kam ki..
            • #51 Collapse

              loss ko hum u dekh sakty hain k kesay hum is kam ko karty hain aur kesay in cheezon ko samjhty hain yaha pay hum nay he is kamo ko karna hota hai aur in ko samjhna hota ha k bame hukamo ko karty hain
              • #52 Collapse

                Mery hisab sey to loss ik begning hay because jo cheez ham forex market me apne loss sey sekhte hen wo kabhi bhi ham learn nhe kar sakte is liye loss is first step in forex trading market . .
                • #53 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                  I get a lot of profit success is basically originated from the loss that gets a lot so I had to change my way of trading that still make mistakes.
                  dear ager ap apny loss ki reason py work nahi kren gy or us ko lesson k tor py nahi len gy ap ko is ka experience hasil nahi ho ga or trading me experience hi to sub kcuh hy is sy hi ap forex me kamyabi hasil kr skty hen
                  • #54 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamirhashim پيغام ديکھيے
                    forex trading main jab bhe hamen loss ho to hamen us loss ko apnay lye ak lesson kay tor par layna cahhye forex trading main hamen loss har trader ke mistake ke waja say hota hai forex trading main mistakes he trader kay loss ka reason banti hain forex trading main jo trader loss kartay hain wo trading main kuch na kuch learn kartay hain
                    is mainasy koi bat nahi If you make a loss in your trade you will learn from you mistake in the forex trade and learn the reason for the mistake. Forex is very good if you learn your mistake and very good earning ways .
                    • #55 Collapse

                      agar aap ko trade main loss hota ha to is ka matlb ye nai hota k kam tmam ho gya yani k kaam khatam ho gya is k liye aap ko bohat mehnat darkar hoti ha ta k agay say aap wo galti na kro jo pehlay kar chukar ho. Jub insaan aik galti karta ha to us say boaht kuch sekhta ha so mehnat kartay jao aur earning kartay jao is say faiada ho ga.
                      • #56 Collapse

                        dear mai to samjta hu forex aik word class business hota hai and is mai apko loss k saat saat profit ka b samna karna parta hai is waja say humay har nhe manni chiaye
                        • #57 Collapse

                          bhai jaan ager apko bar bar loss ho raha hay to apko chahye kah ap kisi say sekhain ya phir ap ziada say demo par kam krain jis say ap loss say bach sakty ho
                          • #58 Collapse

                            aik acha trader loss ke baghair nahin ban sakta hey aur jo koi bhi achi trha sey isko learn karta hey aur is main start main loss karta hey wohi is main aik acha trader bhi ban jata hey.
                            • #59 Collapse

                              loss tu ho ga newbie ko aur forex aik trusted business hai aur aap ko is business mein sab sy phlay, learning karni parti hai is business ko understand karna parta hai pir is ki practice kanrni ,hoti hai aur mein bohat kam time spend kar ky is business sy, smart money make karta hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                well said dear, ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X