Introduction
Assalamu alaikum friend kaise hain main ummid Karta Hun Ki mere friend tracks per Kam Karne wale bilkul khairiyat ke sath honge apni mehnat ko karte hue mere friend friend se ek achcha bone shasan kar rahe honge aur acchi topic per bhi batchit ho rahi hogi aur main apne friend doston se yah topic hai Jo main Apne doston se share karta hun,
Kicking Candlestick Pattern forex trading mein ek strong reversal pattern hota hai. Yeh pattern to candles par mushtamil hota hai aur yeh market ke trend co ulatne ka ishara deta hai. Kicking Candlestick Pattern aik khas candle formation hai jo Forex trading my market turn ko indicate card hai. Ye pattern do mukhtalif color ki candles per mabni hoti hai jo aksar trend change ko signal deti hain.
Importance
Ye pattern traders ke liye bohot ahmiyat rakhta hai kyun ke ye trend reversal ka clear signal children hai. Agar Bullish Kicking Pattern dekha jaye to ye buying opportunity ho sakti hai, aur Bearish Kicking Pattern selling opportunity ho sakti hai.
Structure
Kicking Candlestick Pattern mein pehli candle ek solid bearish (neeche jaane wali) ya bullish (upar jaane wali) hoti hai, aur doosri candle bhi solid hoti hai lekin pehli candle ke mukhtalif rang ki hoti hai. Dono candles ke darmiyan koi shadow ya wick nahi hoti.
Bullish kicking pattern
Pehli candle:
Pehli candle ek bearish (downward) candle hoti hai. Iska matlab yeh hai ke market price neeche ja rahi hoti hai.
Doosri Candle:
Doosri candle ek bullish (up) candle hoti hai jo pehli candle ke open price se zyada open hoti hai. Yeh bullish candle pehli candle ke close price ko bhi cross kar leti hai.
Yeh pattern indicate card hai ke market mein strong buying pressure hai aur price ab uptrend mein shift ho rahi hai.
Bear digging pattern
Pehli candle:
Pehli candle ek bullish (up) candle hoti hai. Iska matlab yeh hai ke market price upar ja rahi hoti hai.
Doosri Candle:
Doosri candle ek bearish (downward) candle hoti hai yes pehli candle ke open price se neeche open hoti hai. Yeh bearish candle pehli candle ke close price ko bhi cross kar leti hai.
Yeh pattern indicate card hai ke market mein strong selling pressure hai aur price ab downtrend mein shift ho rahi hai.
Using a digging candlestick pattern
Kicking Candlestick Pattern ko istemal karne ke liye traders ko je Pattern ko identify karna hota hai. Agar traders are not pattern ko identify kar liya hai to wo is pattern ke sath sath sath ek breakout ki expectation bhi rakhte hain. Breakout ke liye traders ko thori si patience ki zaroorat hoti hai. Jab tak breakout confirm nahi ho jata, traders ko wait karna hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим