Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

    G hai bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein aapne thread karne ka bhi aik maqsad hona chahye hum is mein information share karni ho to humkois mein threads karna chahiye aur is mein koi bhi masla ho to humko is mein thread karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
      G han dear forum mai thret waghaira karna ka maqsad es mai achi information honi chye aur es kay sath sath humain trading ka bhi acha khasa pta chal jata hai kiyu kay es mai kam karna hai tu humain forum pay he karna chye
      Thanks sir. Aap sgd sy hain?? Aap sy milna ho to kia yeh mumkin hai?
         
      • #18 Collapse

        Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

        Forex Forum m thread aysa hona chaheay k us m knowledge ho jis ko read kr k dosry members ko faida ponchy, ya pir agr koi ap ko problem arai hy to ap thread m apni problem ka aik acha sa question bna kr post kr skty hyn. es sy seniors members ya jis ko pta ho ga us k bary m to ap ko sahe sy reply dy dyn gy. baqi fazool bemaqsad post na kia kryn us sy na he a ko kch mily ga bas just ap ka time waste ho ga.
        • #19 Collapse

          Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Umarnw پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum dosto. Aap sab forum py posten kar rahy hain .sab ko chaheay k bamaqsad post ki jaiy jiss py sawal o jawab hon. Na k aap ki haaan men haaan milaaie jaiy. Ummed hai aap sab iss baat sy ittfaq karen gy. Iss tarah sab ka knoldge bhi barhe ga. Aur bonus bhi acha mily ga. Kyon k post knoldge wali ho gi.
          Walekum assalam Ji Bhai Jaan Hai forum per posting karne ka maksad hota hai ki Yahan per Aane Wale naye member se Forex trading gay ki acche tarike se experience aur knowledge ko Hasil kar len
          • #20 Collapse

            Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

            Waslm! My dear ap ny thk farmaya hy but agr forex forum py trading karny ka maqsad just knowledge ho our experience ko gain karny ka ho to hum na just forex forum ky best trader bn jain gy bilky trading karny main maza bi ay ga bouns bi best mily ga .am right na ?
            • #21 Collapse

              Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadtabish پيغام ديکھيے
              Waslm! My dear ap ny thk farmaya hy but agr forex forum py trading karny ka maqsad just knowledge ho our experience ko gain karny ka ho to hum na just forex forum ky best trader bn jain gy bilky trading karny main maza bi ay ga bouns bi best mily ga .am right na ?
              جی بہت شکریہ آپ احباب کا کہ آپ سب نے راہنمائی کی۔ امید ہے آپ آئندہ بھی ایسے ہی حوصلہ افزائی کریں گے۔
               
              • #22 Collapse

                Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

                Forex forum py kis maqsad sy post ki jaati hai? Iss ka mayaar kaisy maloom hoga k yeh behtreen hai?
                • #23 Collapse

                  Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

                  forex forum main threads open karny ka maqsad knowledge hona chahye jitna zada hamain knowledge ho ga aor skills zada ho gi earning bhi usi hisaab say hoti rahy gi. so hamain forex pay mehnat karni chahye aor kabhi bhi ghaer zaruri threads open nahi karny chahye. aor mehnat karni chahye aor elm say bharpur threads open karny chahye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex forum py Thread ka maqsad kia hona chaheay

                    dear sir Pakistan Forex forum mein thread karne ka maqsad knowledge aur information share karna hai agar Ham knowledge information share kar sakte hain to iske liye achcha thread open kar sakte hain jismein Ham apna experience share karke junior ko bahut achcha fayda de sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X