new traders ko currancy per trading ke fawaid

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new traders ko currancy per trading ke fawaid
    forex ke new traders ko currencey per acha profit gain hot ahe keunb k is mein tarding market zeada fast move mnae kerti he forex aik acha or live trading system he jo hum apni marzi se hi shuro kertyhein or apni marzi se hi hum chor dety hein forex kisi per boj nae dalta ha forex mein serf fresh mind traders hi kamayb hoty hein forex aik world war karobar he jis mein hum puri dunyan se rabta kerty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

    G forex trading business Aik acha business hy aur forex trading business Aik worldwide online best profitable business hy aur forex trading business mein New trader ko currency pair par trading karni cahaiye kiok new trader ko apne knewledge aur experience k hisaab se trading karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
    • #3 Collapse

      Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

      dear kuch new member is business main pair main kam krte hein jise unko nuqsan ka samna krna parta ha hume is main phaly currency main kam krna chaiye kew k hume is main lose be hota ha ur profit be lekin pair main hume zada lose hota ha
      • #4 Collapse

        Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

        g han new trader ko forex main start main zaida kuch pata nai hota is liay aisay trader ko low spread wala pairs choose kar k trading practice karny chayie phir jo jo waqat guzray ga aap ko forex market ki samjh aaty rahay gi jab forex start kar lo phir chorna nai chayie agar 2nd log kamyab ho sakte hai phir aap q nai
        • #5 Collapse

          Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

          Aoa dear members....
          Ji han bhai new traders ko curancy pay trade kry ta k curancy main market ka trend ik dam change nai huta... Jab k gold mai market ka trend bhot jaldi change huta jo k new traders k liy alarming satution hai.
          • #6 Collapse

            Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

            agar hum forex main new hain to hamy currancy per trading karne chahey kue ky is main loss ky chance kam hoty hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is main live or sada urdu main kam karty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky market main kam karna chahey hamy apny senior ke tips ko be follow karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

              agar hum new hain to hamy mahnet sy or lagan sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik wase business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

                dear friend new trader keleye cransy par tyrading karna acha hy qu k gold ki nesbat as main profet bhi kam hota hy resk bhi kam hota hy aur looss bhi kam hotta hy as say a[p ka acount kabhi wash nahi hotya yahi as ka faida hy
                • #9 Collapse

                  Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading 1 worldwide business ismein trading karna ho Ho To Hamen currency per Karni chahie Kyunki Jo new member hai unke pass Itna trading ka knowledge aur experience Nahin Hota isliye unko chahie Agar kuch Hasil karna hai to currency path trading Karni chahie Kyunki unko triding Apne knowledge ke hisab se aur bonus ke hisab se Karni chahie Phir hi vah Kamyab ho sakte hain agar aisa Nahin Karenge To Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Perveez پيغام ديکھيے
                    forex ke new traders ko currencey per acha profit gain hot ahe keunb k is mein tarding market zeada fast move mnae kerti he forex aik acha or live trading system he jo hum apni marzi se hi shuro kertyhein or apni marzi se hi hum chor dety hein forex kisi per boj nae dalta ha forex mein serf fresh mind traders hi kamayb hoty hein forex aik world war karobar he jis mein hum puri dunyan se rabta kerty hein
                    Assalamu Alaikum new traders ko currency per trade karne ke liye isliye Kaha Jata Hai Kyunki currency pairs ki market movement bahut kam hoti hai aur account was hone ke Thode chances Hote Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: new traders ko currancy per trading ke fawaid

                      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex mein bahut acchi trading karna chahte hain aur ham new member Hain To Hamen currency per trade karna chahie Kyunki currency ki Munh Mein Itni Jyada bilkul Bhi Nahin Hoti Hai Aur usmein Hamen bahut Achcha profit bhi mil sakta hai lekin market ko analyse Karke trading karna hoga thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X