Aroon Oscillator indicator
Aslam O Alaikum dear Friends, Fellows and members. Main umeed karta hun k sab members forex par behtreen learning kar rahy hon gey. Forex hamen market ki situation and un ka samna karny k liye hamen bahot kuch guide karta hey. Trading k liye hamen sab se pehly candles ki pehchan karna ani chahiye, kyun k har candle apni alag pehchan rakhti hey. Aj main ap sab k sath aik aisa topic discuss karun ga jo ap sab ko trading main asani de ga . Yeh aik bahot he important pattern hey. jis ko* Aroon Oscillator indicator* ka name diya gya hey. Aroon Oscillator Indicator ek technical analysis tool hey jo price trend aur price direction ko determine karta hey. Iska use traders apne trading strategy ko improve karne ke liye karte hein. Is article main hum Aroon Oscillator Indicator ke baare main aur usse trading kaise karein iske baare main discuss Karen gy. Aroon Oscillator Indicator ek trend-following indicator hey jo price trend aur price direction ko measure karta hey. Yeh indicator bullish aur bearish trends ko identify karta hey aur traders ko bataata hey ki kis direction main market move kar raha hey. Yeh indicator 0 se 100 ke beech range main hota hey, jahaan 0 se 30 ke beech range main market bearish hey aur 70 se 100 ke beech range main market bullish hey.
Importance of Aroon Oscillator indicator
Dear members forex trading main ye indicator aik technical oscillator hey jis ke zariye ham trend main changes ko and assets and uski prices changes ko bahot easily identify kar sakty hein. Percentage of changing k hisab se ham next trend movement ka easily andaza laga sakty hein. Forex trading main sab se easy trading karny wala oscillator bahot ziyada profitable ho sakta hey agr ham isko properly use karen. Aroon Oscillator kisi bhi pair k chart main available support and resistance k center main mojood values ki prices ko bahot calculative tareeky main count karta hey. Is ki percentage values ko double envelope ki form main show karta hey.
Use of Aroon Oscillator indicator
Dear forex members moving average k mutabik sell and buy ki confirmation hasil kar k trade open karna hoti hey or hum other indicators jo moving average based hoty hein , un k sath mila k use karny se achi indication hasil hoti hey. Jab ham is par trade open karty hein to hamari trade main profit k chances ziyada hoty hein. Its means hamen yeh pata hona chahiye k aroon ko study kis tarah karty hein. Best trading k liye hamen indicators kis tarah gain karny hein , trade open karny k bad is oscillator ko negative or zero ki taraf se 100 ki taraf jata hey then ye btata hey k price uptrend main jany wali hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим