Hook Reversal Candlesticks Pattern:
Assalam o Alaikum Dear friends and Fellows Hook reversal pattern 2 candlestick per mushtamil Hota Hy Isko analyse karna bahot Aasan hy is Me sabse pahly is downtrend aur uptrend Ka progress Me Hona bahot zaruri hy dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri hy aur Teesra second candle ka first candle ke ke andar Banna zaroori hy number aur chauthe number per second candle k higher low r lower high hona chahiye r ye market trend k color ko red (down trend) ko green(uptrend) me tabdail kr deta hy is me donu candle k size me ziada fraq ni hota, ya ye green(uptrend) ko red(downtrend) man tabdeel ker deta ha.
Types of Hook Reversal Candlesticks Pattern:
Dear forex members Hook reversal pattern bullish aur bearish donu ho sakty hein. Laikin bullish bearish hook reversal pattern similar Hota Hy Laikin pettern ki formation Me opposite hota han.
Bullish hook reversal pattern:
Mere aziz dosto Market Me use Waqt Banta Hy Jab market downtrend ke andar move kar rahi ho aur vahan per jo bearish ki candles ka close hy to use thoda Upar Aik bullish candle open ho yani ke inke close or open Me Thoda Sa Fark Ho Jo bullish candle banaa hy vah thoda sa Upar Ho previous bearish candle ke closs Se To fir Uske bad isme bullish candle ki aik series Banti Jaaye Upar ki taraf to use Waqt hook reversal pattern banta hy aur is market me agar Ham buy ki trade Lagate Hein To Hamen kachha profit Hasil kar sakte hein .
Bearish Hook reversal pattern:
Mere pyare shagirdo Chart ke andar ya pattern ose Waqt Banta Hy Jab bullish candlestick ki aik series ban rahi ho aur Market up Trend ke andar ho to Uske bad bullish candles jahan par close Hui Hy To usse thoda niche bearish candle open Ho Jaati Hy Aur FIR bearish candles ke open hone ke bad bearish candle uski Aik series Ban jaati hy aur Market downtrend ke andar Chale Jaati Hy To is waqt ham ko jo chart main pattern milta hy wo bearish hook reversal pattern hota Hein aur isase ham bahot hi jyada fayda Utha sakte hein Agar Ham isme sell ki trade Lagate Hein To Hamen Aik Acha profit ho sakta hy .
Trading with Hook Reversal Candlesticks Pattern:
Dear trading partners jab aap market me kisi bhi market patterns per kam kar rahe hote hein to aapko apni trading per stop loss or take profit ki limit lazmi apply Karni chahie Kyunki jab tak aap yah limits Apne account per reply Nahin Karenge aapke account ki safety maintain Nahin ho sakti.Is pattern man trader ko "Stop loss aur Take profit" k liye technical indicators ko use kerna chaheye, q k "Hook Reversal Pattern" sirf trend reversal k bara man batata ha lakin kitna move kara ga ye nahe batata.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим