mehnat ak na ak din rung lati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat ak na ak din rung lati hai.
    dear friends jab bhi ap behad mehant kr ke feedup hony lago to yeh baat hamesha mind main rakhin ke mehnat esi cheez hai jo ak na ak din rung lati hai or apki life ka rukh badal dyti hai apko sabar ka daman nai chorna chaye or apny triget ko focus krin.same as it in forextreading.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

    bilkul Pakistan Forex ek bahut achcha business hai jis per hamen bus fayda hi fayda ho sakta hai agar Ham khud Ko is kabil bana Le tb or kyunki Pakistan Forex per Ham jo bhi kam Karen Dil ke sath Karen to hamen achcha profit ho sakta hai lagatar pura mahina acchi post aur knowledge wali posting karke Ham achcha bonus hasil kar sakte hain aur is bolus per trade karke Ham achcha business start kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

      Forex trading main aksar new traders bar bar nakam ho jatay hain aor un ko bar bar loss ho jata hay lakin is kay bawajood woh mehnat aor hardworking nahi chortay aor apni mistakes ko find kar kay in ko remove karnay ki koshish kartay hain aor successful trading kay liay din rat aik kar datay hain aor phir aik din in ki mehnat kam aa jati hay aor woh kamyab ho kar achi earning karnay lag jatay hain.
      • #4 Collapse

        Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

        bilkul bhai mhenat bhi wohi banda krta hai jisy samny kuch nazar aa raha ho jab aik member forex sy profit ly leta hai tu wo lazmi baat ha k mehnat kry ga or zayada kamany k lye try kry ga
        • #5 Collapse

          Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

          Jitni mahnat utna phal milta ha mahnat ka phal zaroor milta ha mahnat kabhi zahya nahi hoti
          • #6 Collapse

            Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

            successful trading kay liay din rat aik kar datay hain aor phir aik din in ki mehnat kam aa jati hay aor woh kamyab ho kar achi earning karnay lag jatay hain.Jitni mahnat utna phal milta ha mahnat ka phal zaroor milta ha mahnat kabhi zahya nahi hoti
            • #7 Collapse

              Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

              G agar ham lagaataar kam krty rahin to aik din hamari ke hoi mehnat zaroor rang laay ge or yeh sach hy q ke mery Rab ny farmaya hy keh m mehnat tumahari kabi zayaa ni krtaato dear naumeedy naa hon ap apni mehnat par daty rahin aik na aik din apki mehnat zaroor rang laay ge
              • #8 Collapse

                Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends g han esa he hai mehnat aik na ak din to zaroor he rung lati hai dunya ka koi bhi kaam ho jis main hum mehnat krein gay hum aik na aik din zaroor kamyab honge mehnat say hum apni har mushkil ko asan bna sakty hain............
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

                  g han apne theek kaha mehnat ka phal zror milta hai agar ham mehnat se koi bhi kam karte hain to mehnat apna rang zror dekhati hai isl ye mehnat ko apna shoaar banian forex main jitni zyada mehnat kren ge utna jald ap kamyab ho jai ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

                    Aoa Brothers...
                    Ji han bhai ap ki bat bilkul thek hai k mehnat zaror rang lati hai. Humy chiye k hum apni mehnat kary or apni ghltio say sekhy. Or un ghaltio ko cover karny k liy humy mehnat karni chiye. Or seniors ki tips ko b follow karna chiye
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

                      hello Sar aapane bilkul sahi farmaya hai Forex trading Mein Ham Agar mehnat Karte Hain To Ham apne liye karte hain Kisi Aur Ke Liye Hamen is Forex trading Mein mehnat Nahin Karte Agar Ham mehnat Karte Hain To vah Ek na Ek Din Rang lati hai isliye Hamen chahie kya Mein ismein mehnat Karte Rahe aur ismein apne phal Ka Intezar Karte Rahe Tu Hi Hamen ismein Kamyab Ho change
                      PAK ARMY ZINDA ABAD
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

                        AOA! dear friends kaisy han ap log ji brother main ap ki bat sy agree krty hon k mehnat ak na ak din zarore rung lati ha mehnat sy is duniya main koch bhi namumkin nahi mehnat sy hum forex ka experience knowledge hasil ker k kamiyab trader bon sakty han.
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

                          Ji han Sar aapki baat bilkul right hai agar Ham mehnat Karte Hain To Hamen ismein kamyabi mil Jaati Hai Kyunki Jo Main Barish Mein mehnat karta hai apne knowledge or experience ko bahut hi Behtar Karta Hai vah ismein Ek na Ek Din Kamyab Jarur Ho jata hai aur use Ek Kamyab trader banne mein bahut jyada help mil sakti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat ak na ak din rung lati hai.

                            G han ap ny sahe kaha hy mehant aik na aik din rang zaror lati hy. q k kisi ki b mehnat ko Allah Pak zaya nai krty kisi na kisi din us ko apni mehnat ka silah milta hy. r mehnat sy he bnda kamiyab hota hy mehnat k bagher kch b nai hy mehnat he sb kch hy q k short cur kahen b kisi b jga par kamiyab nai hoti short cut m bnda apna time waste krta hy jsut r kch hasil nai hota.

                            اب آن لائن

                            avatar Azaad
                            Working...
                            X