Dear traders umeed hai sab khairyat say hun gye forex trading business ek asa business hai jis may currency ki trade ki jati hai forex trading business may gold ki bhi trade lagai jati hai aj kal market may currency say ziyda gold ki trade ziyda high hai koshish karain kay jazbati ho kay trade ko close na karain balkay forex may wait karain gold ziyda say ziyda high ho ga tw traders ko unki trade pay acha profit mily ga its uo to 1600 must..is liye koshish karain kay stayable rahain or market ko samjne ki koshish karain jo traders market ko samj gye wo kamyabi hasil kar gye..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим