Harmonic price chart pattern:
Assalam o Alaikum Mere aziz dosto Harmonic price chart pattern ke andar two bottoms banty hein yah phir two top banty Hein harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hy aur Barish bhi ho sakta hy agar yah Barish hy to Iske top ke upar two support banti hein aur phir vahan se market upar move karti chal jati hy .Aur agar bar bullish price chart pattern hy to isme two resistance oper Banti hein aur fir market usy nichay ki taraf move Karty Hein . Harmonic price chart patterns ki three types hoti hein: 1.The gartely pattern 2.The butterfly pattern 3.The Bat pattern
Important point about Harmonic price chart pattern:
1. Harmonic trading Fibonacci numbers par depend karti hy. Jin ko technical indicator k liye further use kiya jata hy.
2. Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hein ye asy previous 2 ko add kar k banaye jaty hein.
3. Ye sequence ratio ma divide ho jata hy jb esy clue melta hy k market yaha tak move kar kay ja sakti hy.
4. Gartely, bat or crab bohot famous harmonic pattern hy jo k technical trader k liye banaye gaye hein.
Benefits of Harmonic price chart pattern:
Dear forex members Harmonic price chart pattern kay about yah beginner trader ke liye bohot zyada benefits provide kar sakti hay agar vah is post ko read karty hein to unke knowledge me bohot zyada izafa hoga.Forex trading ke andar agar Ham work karna chahte hein to is me bohot zyada pattern hote hein Jin ko follow karna hamare liye bohot zaruri hota hy agar Hume pattern ko follow nahin karty to Hum is business ke andar kabhi bhi Kamyab nahin ho sakty aur kabhi bhi Hum is business me ek accha profit hasil nahin kar sakty .
Uses of Harmonic price chart pattern:
Dear trading partners Harmonic price chart pattern ki market me analysis karny ke liye hume harmonic pattern ko analyse karny ke liye trendline ko use karna parta hy aur agar hum harmonic pattern ke liye trendline ko theek tarike se use kar lete hein to ham market me easily harmonic pattern ko analyse kar sakty hein aur market se good benefits le sakty hein is liye hamen zaruri hy ki hum trendline ka use humein aana chahiye tab hi hum easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market me kisi bhi channel me yah pattern paralized karna possible nahin hoga so hume struggle karna chahiye aur aur daily basis me practice karni chahiye taa ke Hum harmonic pattern se faida utha sakein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим