1 saal main ham expert ban sakty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1 saal main ham expert ban sakty hain
    forex aik online or real business hain ham is main trading karty hain hamy demo par daily 2 yai 3 ganthy practice karni ho gi or is par 1 saal ki practice ky bad ham expert trader ban sakty hain or hamary knowledge or experience main azafa hota hain ham is main din yai raat main kisi be waqt kam kar kay acha bonus hasil kar sakty hain yai pakistan main aik famous or legal business ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

    Dear ye to ap par depend karta hai k ap ais market mai kaisy kaam karty hai agar ap ais market mai mehnat karo gay to ap ko ais mai atna zayda time ni lagta magar jab ap ais market mai practice karty hai to aus time ap ko ais market mai pata chal jata hai k ap ais market mai kitny expert hai aor ais mai se paisa kaisy kama sakty hai ye ap ki mehnat aor time par depend karta hai.
    • #3 Collapse

      Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

      forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex aik legal business hain
      • #4 Collapse

        Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

        Forex trading business mai hum agar achay tareekay say kaam karain tou aik saal mai bohat achay trader bann saktay hain. Demo account ki trading practice ko hamesha saath saath rakhna chaiye. Agar hum daily aik say 2 ghantay bhi demo account pay trading ki training aur practice kertay rahey tou hum expert ho saktay hain. Learning aur knowledge bhi saath saath barhta rehta hai
        • #5 Collapse

          Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

          hamy sal mai experience acha mil jata hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai agar mahnet sy or tawajo sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik amm business ke nisbat acha buisnes hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga forex aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

            Boss aap ki baat belkul durast hai aur mehnat wo cheez h jo ham ko kamyabi dela sakti h as lyee ham ko as mien apne lyee agar kamyabi hasil kerna h tu ham ko her kaam mein mehnat kerna hota h aur ham ko as mien mehnat ker k as mien kamaee kerna hota h
            jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur ham ko as mien her bar ye pata h k ham as mien aik saal mien aik expert trader ban sakte hien.
            • #7 Collapse

              Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

              assalamu Alaikum Mere Bhai ummid karta hun aap sab log theek Honge aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki Insan Agar mehnat Karega to uski mehnat Kabhi Jaya Nahin Hogi Jitna Jyada mehnat karoge Ek saal Ke insaan 6 mah mein bhi expert ho jaega
              • #8 Collapse

                Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

                aik sal mai hm expert ban sakty hain hum is mai live kam karty hain hamy acha or mayare kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forerx aik international business hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke tarha nahi hain forex aik bahtren bsuienss ain
                • #9 Collapse

                  Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

                  Ji Assalamu Alaikum Mere Pyare doston Jaisa ki aapane kaha hai ki Ham Ek Saal Mein Forex Kahe expert Ban sakte hain to yah depend Karta Hai Hamare knowledge or experience per Agar hamare pass knowledge or experience hai to Mujhse pahle bhi business ka expert Ban sakte
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: 1 saal main ham expert ban sakty hain

                    Ham ager forex ko acha time den to ham aik saal main expert ban jaen gay. aik saal to boht zayada hay. ager ham mehnat karen to ham 6 month main bhi forex ko live trade kernay kay kabil ho jaen gay. is liy hamen yeah koshish kerni chahye kay forex ko full time den. pora time denay say ham forex main jaldi tarding seekhnay main madad milay gi.zq

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X