Loss ke wajuhat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke wajuhat
    Aziz dosto forex mai.jab ham loss kartay hai to uss ke sab bari main waja ham.khud hotay hai ham apni he in ghaltyo ke waja say loss kartay hai agar in pai control hasil.keya jaye to ham.acha profit kama sakaingay.
    1. Lalach ko belkul khatam kar dai
    2. Hamesha strategy ke rules ko follow karkai trade lagay
    3.kabo be emotion mai akay trade na karay
    4. Hamesha money management ke sath trade karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke wajuhat

    G haan baai aap nay bilkul teek kaha forex trading may hamay jab be loss hotha hay is may hamari he koi ase ghalathi hothe hay jis ke Waja say hamay loss hotha hay warna kabhi be is business may loss nahee hotha jab thak hum os baatho para Amal na karay Jo aap nay bayaan ke hay our is may may ek cheez add karna chahtha Hoon ke hamay trading may jaldh baazi nahee karna chahiay achay time ka wait Karna chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke wajuhat

      Dear Friends forex mn loss ki wajah risk bhi h r greed bhi h. Risk aap ki trade mn aap ko bhutt loss dy skta h r lalach mn aa kr ak din mn 2 baar trade lgana bhi aap keliye loss ka sabab bnta h. Loss sy bachny keliye hmen slow trading krna chahiye lalach mn nhi aana chahiye r risk bhi nhi lena chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke wajuhat

        Dear brother aap ne jitni bhi loss ki reasons share ki hein woh theek hein aur forum pe daily yeh discuss bhi hoti hein lekin traders apny emotions pe control nai krty jiski waja se unko loss hota hai agr in baton pe amal kia jaye tu trading kafi improve ho jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke wajuhat

          Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
          umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
          sir meri nazar mien forex mien jab hum ko loss hota hai tu as mien reasons bhut hoty hien magar meri nazar mien sab say bara reason greed hai jab hum as mien aa ker greed kerty hien tu hum as mie aa ker earning say dor ho jaty hien as lye hamain as mien aa ker greed ni karna hota hai or earning karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke wajuhat

            Laws ki wajohat bahut sari Hain Jaisa ki aap Agar lalaj Karte Hain to loss Karte Hain aur Agar aap trading karne Main new hai aur aap gold Mein trading kar rahe hain To yakin Hai aap loss Karenge stop loss aur take profit agar aap apni trading istemal Nahin karte to yah bhi aapke loss hone ki ki vajah Ban sakti hai loss hone Ki Sabse barhi vajah experience Ka Na hona aur lalach karna hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke wajuhat

              ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur ham trading karte hue Har Waqt nuksan Ka Shikar hote hain to ismein Hamari mistake hoti hain Agar Ham market ko acchi Tarah Se naraj Karke trading Karenge To Hamen kabhi bhi nuksan nahin Hoga aur ham acchi trading kar sakte hain thanks
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke wajuhat

                G belkul aisa he hai app nai Jo wajuhat bayan ke hai agar ham inko apnai trading carrier say khatam Kar dai to yaqenan ham acha profit Kama sakaingay hamai chaye ke iss Mai lalach belkul na karay aur hamesha money management ke sath kaam karai.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke wajuhat

                  Loss ke bohat sare wajohat ho sakte hen ku ke jo log yaha kam karte hen un ko yaha loss bhe hoat he or wo pher bhe yaha mehnat se kam kar ke yaha kamyabi hasil kar he lete hen. loss yaha bohat se wajohat se hota he he msalan lot size ka bara hona or ek he currency me ek se zeyda trade lagana analysis na karna etc.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke wajuhat

                    ALSALLAMOALIKUM dear respected members!!!
                    Loss ke wajoohaat friend ny pochi hain dear loss ke mokhtaleef wajoohat hosaktii hain lot saiz zeyada lagany sy yeh aaik aam wajoohaat m sy hy yaa pher kesi mistakes ke wajah sy b account waash hoojana b aik looss ke wajah hy to dear friend apny apko sensear banain mehnat krin loss sy bachin
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke wajuhat

                      loss ki bari reasons ye hain k bina analysis k trades open kar dena aur experience k kum hona aur jaldbazi karna jo k loss ki bari reason hai aur lalach karna zaya earn karny k checkrun main bahoot kum kar denaa in waja se hume loss hota hai agr hum in ko control na kaarin to in ki waaja se humara account b wash ho jaata haai is liye control rakhna chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke wajuhat

                        Forex me loss ki bohat sare wajuhat ho sakty ha agar ap mehnat nahi karo ge tab bhi apko loss hoga aur agar apke pas forex ki knowledge aur experience nahi hoga tab bhi apko loss hoga aur agar ap jald bazi se trading karo ge tab bhi apko loss hoga forex me bohat se cheezo se hame loss ho sakta ha is liye agar ap ko loss ho jaye to loss se learn karne ki kushish kare loss se bohat kuch learn kia ja sakta ha jo future me apke bohat kam a sakta ha
                        SUMIYA TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke wajuhat

                          Asslamu Alakum daer friends sb se bri jo wja hai wo hai lack of experince confidence ka na hona jes wja se wo trade min jld bzi krta hai us ko loss ho jta hai hmn bouness any se ply tyri kr leni chay trading ki

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X