What is kicker candlestick pattern?
Dear friends and Forex Fellows Assalam o aliakum! I hope you will be good Insha Allah.So friends today`s my topic is Kicker candlestick pattern.It is very intresting topic.kicker candlestick pattern Mein 2 candles banti hey aur donon candle Ek dusri ke opposite direction Mein banti hey yah pattern bullish or bearish dono form Mein paya jata hey hey aur ji pattern sharp trend reversal ka signal deta hey isliye trader Agar iski complete knowledge Hasil Kar Le To vah Ek acha profit gain kar sakta hey.
Types of Kicker candlestick pattern:
Bullish kicking candlestick pattern:
Dear my trading partners Es pattern mein pehli candle bearish banti hey or ye opening point sy kafi down ja k closw hoti hey. Second candle bullish banti hey or ye market mein gap up k sath open hoti hey or market ko mazeed bull mein ley kar jany mein kamyab ho jati hey. So market ka trend change ho jata hey. Ye kicker pattern bhot strong or power ful reversal k tor par market mein appear hota hey jb trader ko eska pata chal jae to wo trade kar k acha profit hasil kar sakta hey. .
Bearish Kicker candlestick pattern:
Dear mere pyare aur aziz dosto ye bullish pattern ki tarah hi hota hey lekin ye us k opposite ho jata hi Es pattern ko agr ham disccuss karyn to ye 2 candle par mabni hota hey. Pehli candle long bullish banti hey or ye apny opening point sy kafi high point par ja kar close hoti hey. Second candle strong bearish banti hey or ye pehle candle ki nisbatan gap down sy open hoti hey or ye market ko downtrend mein move karwany meinkamyab ho jati hey. Ham es pattern ko es tarha samaj sakty hein k market pehle bullish thi or bull ny market ko control kiya howa tha but phr market trend ko change kar gae or bearish trend mein ah gae or bear ny market ko control or guide karna start kar deya.
Trading techniques of Kicker candlestick pattern:
Dear forex members yeh pattern ek mazboot nishani hey jis mein dikhaya jata hey ky market niche ki taraf jati hey pehly din ek mazbut white candlesticks masjid bullishness ki tasdeeq karta hey agale din kimate zail main pichly din ki khuli khuli hoti hey yah bohot bara Kala reah ko karwai karne per II jor deta hey market ab ek black candlestick ke sath niche aati hey.Tasdeeq tasdeeq ki satta ko aakhri kareeb ke taur per beyan kia gaya hey kimato ko tasdeeq k this is satta sse nichy aboor karna c hey ye.Stop loss ki satah ko aakhri aalha ke taur per byan Kiya gaya hey bearish signal ke bad agar kimate nichy jaany ke bajaye upar jaen aur stop nuksan ki satah se a upar rozana do high high band kar de jab ke tej raftar pattern ka pata vah nahin chalta hey to fir stop nuksan ko motaharic Kiya jata hey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим