Marubozu Candlestick Pattern:
Assalam o Alaikum Dear Friends and forex Fellows ye Marubozo candlestick pattern ek japanese candle hey jis ke zariye hum market ki movement ko technically dekhty hein.ye sirf one direction me hoti hy ya to low sy high ko indicate karti hey ya phir high sy low ko pory din me jitni bhi trade hoti hey ye us ka average nikal ke dikhati hey and ye high price ya low prices pe ja ke stop hoti hey. Forex trading, jisme currency pairs ki khareed-o-farokht ki jaati hai, me candlestick patterns ka istemal bahut ahem hota hai. Marubozu Candlestick Pattern bhi un patterns me se 1 hai jo traders ko kafi faida pohanchata hai. Is Post me hum Marubozu Candlestick Pattern ke baary me roman Urdu me Maloomat deny ja rahy hein aur batayenge ke iska Forex trading mein istemal kaisy kia ja sakta hai.
Types of Marubozu Candlestick Pattern:
1-White marobuza candlestick pattern: Mere shagirdo ye stock me buyers controlled price ko show karti hey market ke open honey sy close honey tak. ye bohot zyada bullish consider ki jati hy.
2-Black maruboza candlestick pattern: Dear students black marobuza sellers ke controlled price ko show karti hey market ke open honey sy close honey tak.
Bullish and Bearish Marubozu Candlestick Pattern:
My Friends Jab market me buyers ka dominance zyada hoga aur buyer's ki strength zyada ho ge as compared to sellers bohot zyada hogi to us time par hamesha Marubuzu candlestick banegi aur yah is baat ki indication degi ke market me prices top level per ja rahi heyn. Dear Jab market me prices low level per hoti hey aur market me sellers ki dominance as compared to buyers bohot zyada hoti hey to use time per hamesha bearish Marubuzu Banegi aur yah is baat ki indication Degi ke is time per market me sellers ka dominance bohot hi zyada hey.
Information About Marubozu Candlestick Pattern:
Dear Forex Members Marubozo candlestick pattern important candlestick hoti hey aur usko samajhna bhi Aasan hota hey lekin hum use Waqt Tak is ko properly apne liye benefits aur advantages ke liye istemal nahin kar sakte jab tak ke humko samajh nahin a jaati our is ko hum pehchan nahin sakte isliye isko pehchanany our samajhne ke Liye iski complete information aur education hasil karni chahiye. Jab traders ko market me entry ya exit karna hota hai toh Marubozu Candlestick Pattern unhein bahut sahi signals provide karta hai. 3. Stop Loss aur Take Profit ke liye. Marubozu Candlestick Pattern ki madad se traders apne positions ke liye stop loss aur take profit levels set kar sakte hein. More Points. Marubozu Candlestick Pattern, ek powerful tool hai jo Forex trading mein traders ko help karta hai. Agar aapne isko sahi tarike se samajh liya hai aur sahi tarike se istemal kar rahe hain toh aapko market ki direction ke baare mein acchi jankari hogi aur aap apne positions ko sahi tarike se manage kar sakte hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим