Introduction
Assalamu alaikum kaise hain friend bhi kar rahe honge aur mehnat mein izaafi ke liye acche topic ek dusre se share karne mein masroof honge aur achcha bonus bhi hasil kar rahe honge aur acchi trade bhi ho rahe ho abhi yakinan aur main acchi post share karna chahti hun,
Wick, jo ke candlestick chart mein nazar aata hai, aik vertical line hoti hai jo ke price ka high aur low dikhati hai aik specific time period mein. Wick, body ke upar aur neeche hota hai.Wick forex trading mein candlestick ke oopar aur neechey ke patle lines ko kaha jata hai. Yeh line price ki high aur low level ko dikhati hain jo ek specific time period mein hoti hain
The purpose of the wick:
Wick ka maqsah yeh hota hai ke trader ko market ke price movements ka andaza ho. Yeh high aur low prices ke baare mein information children hain jo us specific time period mein hui hoti hain.Wick ka maqsad yeh hota hai ke price movement ka range dikhaya ja sake. Agar wick lamba hai to iska matlab hai ke price mein zyada fluctuation hua
Bullish and Bearish Wick
Bull wick:
Jab neeche wala wick lamba hota hai aur body ke upar chhoti wick hoti hai, to yeh bull signal hota hai. Iska matlab hai ke price neeche se upar gaya.
Bear Wick:
Jab upar wala knot lamba hota hai aur body ke neeche chhoti knot hoti hai, to yeh bearish signal hota hai. Iska matlab hai ke price upar se neeche gaya.
Importance of Wick:
Wick ki length aur position with traders ko market ki volatility aur price rejection ke baare mein malomat milti hai. Lambi upper wick ka matlab hai ke buyers ne price ko oopar push kiya magar sellers ne phir usay neeche le aya. Lambi lower wick ka matlab hai ke sellers ne price ko neeche push kiya magar buyers ne phir usay oopar le aya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим