Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy
    dear friends forex trading pakistan ki economy ko behtreen tareeky sy seedha krna ka aik formula forex trading ho skta hy is sy ham mulki berozGari khtm kr skty hn aur apny mulk ko aagy barha skty hen kafi saary masail ka hal ho skta hy is forex trading sy agar is proper tareeky sy mulki satah py promote kia jay to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

    G Han thek kaha apny k forex trading ek best way hai jis k zarye har koi apny rozgar ko barha sakta hai or jo koi berozgar hain wo is par kaam kar k earning kar k acha profit earn kar sakte hain isliye koshsih karen k wo log jo forex ko nahi jante or jobless hain unhy is sy waqif karaya jae taa k berozgari par control kiya ja saky istrah Pakistan ki economy bhi behter hoskti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

      Dear brother Pakistan men berozgari ka bara masla hey aur bahut se log achi education k bawajood jobless hen iss liay agar government forex trading ko promote karay aur logon ko forex ki training den tu log achi income hasil kar saktay hen aur jab dollars Pakistan men aen gey tu automatically Pakistan ki economy behtr ho sakti hey
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

        Gee haan forex sae kisi bhi mulk ki economy ko behtar kya ja sakta hai lakin iss kay lye zaroori hai kay aap ki government uss ko support keray kyun kay government ki support sae hi uss mulk ko forex economically strong bana sakti hai iss lye humain chahyea kay agaraisa ho tou huamin mehnat kerni chahyea
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

          hello Sar Hamen is Pakistan Forex form Mein Kaam Karte Hain To Hamen chahie kya Ham Iske bare mein Har chij Ko Jane aur isane jo Har rule Hain UN rules ko follow karke ismein kam Karen Ham to he is Forex trading mein kamyabi se dar nahin kar Payenge aur bahut jyada nahin kar Payenge and Hamen chahie ki Ham ismein acche se bhi kam karen to hi Hamesha Kamyab Ho Sakenge
          PAK ARMY ZINDA ABAD
          • #6 Collapse

            Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

            G baai aap ke ye baath bilkul sahee hay ke forex trading say Pakistan k economy par buhut asar par sakhtha hay lekin wo asay nahee k hum is business mo karay our kise our Jo is k baaray may patha na ho maray khyal may government job is baaray may kuch steps lanay chahiay our is business Jo promote karna chahiay thak k ziada say ziada logo ko is business k baaray pay patha chalay.
            • #7 Collapse

              Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

              yes brother ges tarah pakistamn nmain beroz gary bohot hyb as leye agar log forex main kam karny lag gain to as say pakistani awam apni achi earning karny lagain gay aur acha mostakbel banay main kameyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

                Dear Friends
                Forex trading sy ghar bethy aap ko rozgaar milta h ghar bethy aap earning kr skty hn. So is sy mulk ki berozgari ko km kia ja skta h jis sy mulk ki economy behtar ki ja skti h.
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Deep پيغام ديکھيے
                  G Han thek kaha apny k forex trading ek best way hai jis k zarye har koi apny rozgar ko barha sakta hai or jo koi berozgar hain wo is par kaam kar k earning kar k acha profit earn kar sakte hain isliye koshsih karen k wo log jo forex ko nahi jante or jobless hain unhy is sy waqif karaya jae taa k berozgari par control kiya ja saky istrah Pakistan ki economy bhi behter hoskti hai.
                  Assalamu Alaikum Pakistan mein berojgari ka bada masla hai aur bahut se log acchi education ke bawjud job less hai isliye Agar government Forex trading ko promote Karen aur Logon Ko Forex trading day to log acchi income Hasil kar sakte hain aur Jab dollars Pakistan mein aaenge to automatically Pakistan ki ki economy Behtar ho jayegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

                    dear sir apka question is to much important because now a day which kind of the difficulties pakistan face we sole bythis forex because it is spread over all the world only it one point to give us support due to which our economy may come in right direction.
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

                      Forex aik bahut acha aur profitable business hai aur yeh kisi bhi mulk ki economy ko strong bananay mein bahut aeham kirdaar ada ker sakta hai aur agar pakistan mein iss business ko high level per support kya jaye tou iss sae humara mulk economy taur per kafi strong ho sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistan ki economy behtr krny aik behtreen formula forex trading ho skta hy

                        Ji bhi mai samjhtaa ho k ap nai bht kamaal.ki baat ki hai bhi ap nai saahi kaha iss sai hum.economy bhtr bnaa sakte hai q hum.dollar kmaate hai to or iss k badly mai onhe humai hmaare currency chahye hti hai iss dollar ki kadar kam.or hmaari currency ki.kadar barhtii hai to forex kamaal hai economy k.liy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X