New Members Trading On Gold
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Members Trading On Gold
    Dear all new members me aapko batana chahta ho k forex trading aik risky business he is me risk buht hi ziada hota he lekin is business me sub se ziada risky pair Gold ka he jis per aksar senior traders ko bhi loss ho jata he to new members ko chahiye k wo kabhi bhi Gold per trading na kare us se aapka account buht hi jald wash ho jata he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New Members Trading On Gold

    Yes brother gold mein sb se ziada trading ki jati hai lekin is mein traders ko profit kam aur loss zisda hota hai kionkeh iski market ko sahi se samjha nahi jata aur jaisy hi trade open krty hein loss ho jata hai itna loss hota hai k ab iski movement dekh k bhi dar lgta hai new traders ko chahiye gold mein trade open na krein balkeh currency mein krein tah k loss se bacha jaye.
    • #3 Collapse

      Re: New Members Trading On Gold

      Dear brother forex trading men gold aik risky pair hey iss men seniors ko bhi bara loss ho jata hey aur account wash ho jata hey iss liay new traders ko chahiay k woh gold se avoid karen kiun k iss ki movement unexpected hoti hey iss liay new traders currency pairs men trading karen
      • #4 Collapse

        Re: New Members Trading On Gold

        G forex trading business mein sab se ziada risky trading gold ki trading hoti hy kiok gold ki movement buht fast hoti hy aur movement buht ziada hoti hy is liye gold par trading karne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko gold ka knewledge aur experience kam hota hy is liye New trader ko gold par trading nhi karni cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: New Members Trading On Gold

          Bhajan new member ko Kahana chahta hun ke new members jyadatar Gold per trade mat Karen silver per trade Karen Kyunki unhen pata nahin Hota ki is ki gold dollar ki kitni kimat hai bhai jaan main aapko batata hun gold dollar ki kimat Dedh sau rupaye hai bhai jaan Agar ur aap ismein trade Karenge to aap Yaad Karenge aap Kisi trader Se poochh Kar Main trade Karen tabhi main profit Hasil Karen Payenge Nahin to aap main profit Hasil nahin kar Payenge
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: New Members Trading On Gold

            New members to Mai samajta hon ke oil aur gold Mai kabi be trade nahe karna chaye ye do aisay metal aur commodity hai Jo buhut fast move karte hai aur agar app iss Mai ghalt trade lagay to account Tak wash ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: New Members Trading On Gold

              Khas tor pr jo member newly join in howy hain un k liye behtr yeh hay k pehly wo anylise krain forum k mahol ko smjny ki koshish krain us k bad decide krain k trading krna kis or zyada best hay lkin mra khyal ye hay k gold py treading krna aik acha mshwara hay
              • #8 Collapse

                Re: New Members Trading On Gold

                new members ko gold or cured oil jasy fast move waly pair per trading nahe karne chahey in ko phaly demo main practice karne chahey agar new member is rues ko egnor kary gy to in ko loss ka samana karna pary ga is main market yai broker ka koi kasur nahe ho ga loss ky zemadar hum kud he hoty hain new members ko apny senior ke tips ko follow kar ky be fida ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: New Members Trading On Gold

                  new members agar jan bij kar loss karna chatey hain to gold mai aye yai aik fast mvoe karny wala pair hain hamy is ko samj kar hamy expert ban ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee bsuienss haun hum is mai aprt time be jakm akr sakty hain hum is mai full tiome be kam akr saktyu hain is mai hamara kioi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: New Members Trading On Gold

                    New member k liy yehi mshwra ha k gold pa trading na kren is se apko nuqsan uthana or skta ha Ku gold ki market bht taizi se move krti ha aur ap account wash krwa skti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: New Members Trading On Gold

                      Bhaijaan new members ko chahie the vah gold per trading na Karen Kyunki Agar vah Gold per trading Karenge to Inka account varsh bhi ho sakta hai Kyon Kahin Ka knowledge or experience Jyada Nahin hota hua Gold per trade Lagate Waqt Koi mistake kar Jaenge isiliye is Gold per trade Lagana bahut danger hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New Members Trading On Gold

                        Assalamu alaikum my dear friend and all members with karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han yah Baat bilkul theek hai ki new members trading of gold new members ko trading Gold per bilkul Nahin Karni chahie Kyunki Agar vah Gold per trading karte hain to vah loss Hasil kar sakte hain aur account was Karva Sar Kaise Lena chahie ke Gold per trading bilkul na Karen Agar Kamyab hona hai to

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X