forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he
    forex ke karobar mein hum apni life ko asan or karamad bany ke ley hum ager apni hony wali mistakes ko cover karen gey tab hi achi earning ker saken gey forex aik legal karobar he jis mein confidence ke sath trade ko laga ke ach aearn kerty hein forex mein hum apni marzi ke time table ke mutabik hum kam kerty hein or apni mistakes or emotion ko control kerty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

    Forex trading main traders say trading kay doran bohat si mistakes hoti hain jin ki wajah say aksar aoqat traders ko loss bhi ho jata hay aor baz traders ko bohat ziada loss honay ki wajah say un ka account bhi wash ho jata hay lakin kai kamyab traders in mistakes ko cover kar katay hain aor kamyab trading kar kay loss ko bhi recover kar latay hain lehaza mistakes ko cover karnay say hi kamyabi hasil hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

      Gee haan forex mein hum apna loss apni hi ghaltioun ki wajah sae hi kertay hain agar hum forex mein soch samajh ker kaam kertay tou hum sae ghalti na hoti aur loss bhi na hota iss lye ab humain chahyea kay hum apni ghaltioun ko recover kernay ki koshish kerain aur forex mein soch samajh ker kaam kerain ta kay humain dobara loss na ho
      • #4 Collapse

        Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

        Forex market main trade kerty huey ham sy bar bar aesi mistakes hoti hain jin ki waja sy hamain loss hota rehta hai aur ham agar aesi mistake ko remove nehi kerty tou profit hasil kerna hamary liay bahot mushkil ho jata hai ky bar bar aik jesi mistskes sy loss hota rehta hai tou hamain her surat previous mistakes ko remove ker ky next trade open kerni chahiay
        • #5 Collapse

          Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

          forex for main bilkul aise hi hota hai Ham apni mistake ko control Kar Gai kamyab ho sakte hain kyunki mistake ko control nahin karenge to bar bar loss hoga jo hamare account ko khatm bhi kar sakta hai isliye koi bhi mistake ho use find out karne ke bad control Karen
          • #6 Collapse

            Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Perveez پيغام ديکھيے
            forex ke karobar mein hum apni life ko asan or karamad bany ke ley hum ager apni hony wali mistakes ko cover karen gey tab hi achi earning ker saken gey forex aik legal karobar he jis mein confidence ke sath trade ko laga ke ach aearn kerty hein forex mein hum apni marzi ke time table ke mutabik hum kam kerty hein or apni mistakes or emotion ko control kerty hein
            forex trading main mistakes sab se hoti hain lekin asal kamyabi yeh hoti hai kay un mistakes se hum kuch seakain aur un mistakes ko khud main se nikalain agar ap nay un mistakes ko khud se nikal lia aur mistakes ki waja se jo loss hoa us ko recover karlia toh ap kamyab hain.
            • #7 Collapse

              Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

              Ji Bhai Jaan aapane bilkul Achcha Sawal Kiya Hai Hamen chahie ke Agar Hamen loss a Raha Hai To Hamen swikar karna chahie Agar Dekhen Hamen Sagar Se Kam karna chahie market ko dekhna chahie market ko dekh kar Hamen Lagana chahie to Agar Ham Dekh Kar Nahin Karenge To Hamen nuksan ka Khatra hai
              • #8 Collapse

                Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                Forex main mistakes se ap apni kamyabi hasil krskty agr ap mistakes se sekh KR ap agy meazeed mistakes nai repeat kren Gy aur experience se ap kamyab hoskty hn.
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                  Aaja Na aapse Milkar galat kaha hai Forex Mein mistake ko cover karne se kamyabi Hasil Nahin Hoti aap mehnat Karen tabhi aapko kamyabi Hasil Hogi aapke pass knowledge or experience ke sath mehnat Karoge To aap is Samay Kamyab Ho payega Nahin to office mein Kamyab Nahin ho paoge aapane yah Kaisi baat ki hai karne se hamen bhi Hasil hoti hai play Mujhe Kaise kamyabi Hasil hoti hai
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                    G Bhi hr trader se mistakes hoti hain lekan ik professonal trader hemsha apni Galti se seekhta a aur ik normal trader galti ko serious ni leta jis ke waja se wo improve ni karta galti hona Koi bari bat ni lekan asal cheez a bar bar galti na Karna aur galti K bad us ko minimize kr k Apni trade ko improve karna ta k next time wo galti reapt na o
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Hamen Pakistan Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye bahut hi jyada kam karna Hota Hai kamyabi aasani se bilkul bhi nahin milati hi chahie Ham koi bhi business kar le Agar mehnat Nahin Karenge to kamyabi kabhi bhi nahin milegi mehnat se bahut zaroori hi kamyabi Hasil karne ke liye thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Perveez پيغام ديکھيے
                        forex ke karobar mein hum apni life ko asan or karamad bany ke ley hum ager apni hony wali mistakes ko cover karen gey tab hi achi earning ker saken gey forex aik legal karobar he jis mein confidence ke sath trade ko laga ke ach aearn kerty hein forex mein hum apni marzi ke time table ke mutabik hum kam kerty hein or apni mistakes or emotion ko control kerty hein
                        J Assalamu Alaikum Forex trading Mein Apni mistakes ko cover karne se kamyabi Hasil hoti hai Kyunki Jo mistake Ham Karte Hain Hamari koshish Hoti Hai Ham Unse Sabak sikhane aur dobara mistakes na Karen Taki Ham Achcha profit and kar Saken
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                          Forex mein mistakes ko cover kerna tou bahut zaroori hai agar hum forex mein apni mistakes ko cover kernay mein kamyab ho jatay hain tou yeh forex mein humari bahut bari kamyabi hai aur hum forex mein jaldi successful trader ban saktay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur jo traders shoro mien apna practice kerte hien aur jo demo account astmal kerte hien tu as mien ham kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar kaam karna hota h
                            aur ham ko as mien khud k lyee aik acha mustaqbil hasil karna hota h jab ham practice ker lete hien
                            tu ham as qabil ho jate hien k ham kamaee ker sakte hien aur as mien behtreen mustaqbil hasil kar sakte hien as lyee as mien khud k lyee kaam karna hota h aur kamaee karna hota h aur kamaee karna hota h aur agar ham kio galti kerte hein tu ham ko as ko dohrna nahi hota h aur as per kaam karna hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein mistake ko cover kerny se kamyabi hasil hoti he

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Perveez پيغام ديکھيے
                              forex ke karobar mein hum apni life ko asan or karamad bany ke ley hum ager apni hony wali mistakes ko cover karen gey tab hi achi earning ker saken gey forex aik legal karobar he jis mein confidence ke sath trade ko laga ke ach aearn kerty hein forex mein hum apni marzi ke time table ke mutabik hum kam kerty hein or apni mistakes or emotion ko control kerty hein
                              Assalamu alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham Forex trading Mein Hone Wali mistake se ko recover kar lete hain aur an mistake ko next time nahin karte To Ham Business mein kamyabi Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X