forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?
    forex main oil aik risky pair hain hamy expert ban kar is main kam karny ka risk lyna chahey agar hum forex main new hain to hamy is main kam karny ka risk nahe lyna chahey agar hum oil pair main bagar experience ky trading kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi kasur nahe hota hum loss apne galti ke waja sy karty hain yai aik king business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

    forex ma oil ki trading achi ha laikn oil ma trading karna ma ap ka experience hona chahiya agr ap ka experience nai ha to ap oil ma trading na kara q ka oil ma trading bari tazi sa hoti ha jis ap ko loss ho jata ha ap ka experience pa depend karta ha ka ap oil ma trading karta raha ha or ap is sa profit hasil karta raha hs agr ap oil ma trading karanga to ap ko loss or profit dono ho ga or ya ap pa depend karta ha ka ap oil ma trading karna ka experience rakhta ha ka nai...
    • #3 Collapse

      Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

      Forex market mein crude oil ki movement fast hoti hai aur is mein new traders k liye trade krna risky hai agr crude oil mein aap trade krna chahty hein tu pehly iski market ko samjhein aur OPEC ki meetings ko bhi observe krein kionkeh usi mein price fix hoti hein.
      • #4 Collapse

        Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Holi پيغام ديکھيے
        forex main oil aik risky pair hain hamy expert ban kar is main kam karny ka risk lyna chahey agar hum forex main new hain to hamy is main kam karny ka risk nahe lyna chahey agar hum oil pair main bagar experience ky trading kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi kasur nahe hota hum loss apne galti ke waja sy karty hain yai aik king business hain
        Assalamu Alaikum Forex trading business Mein Har Koi pair Hamen market ke donon Taraf Lekar jata hai agar Ham acche tarike se analyse Kar Ke apni trade ko open Karen To Ham profit ki taraf chalte hain aur Agar without analyse aur Market ki acchi information ke Ham trade Lagate Hain To yah Hamen loss ki taraf Le jata hai yah Jaruri nahin hai ki aap oil per kam Karen ya FIR Kisi bhi pair per
        • #5 Collapse

          Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

          Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
          umeed karta hoomi n k ap sab theek hoon gay or
          yes sir hum ko as mien loss bee hota hai or profit bee hota hai agar hum as mien aa ker loss kety hien tu hum her bar sad ho jaty hien or jab hum ko profit hota hai tu hum her bar happy ho jaty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota ai or trade us mien karna hota hai jin ki hum ko samjh hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

            Forex trading business mein hum ko us pair par trading karni cahaiye js mein knewledge aur experience ho baghair knewledge aur experience k kise pair par trading karain gay tu tukay ki trading kartay han is liye new trader ko oil par trading nhi karni cahaiye kiok oil aik risky pair hy js mein knewledge aur experience ka hona zaroori hy
            • #7 Collapse

              Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

              forex main ham pairs par trading karty hain hamy expert ho kar oil par trading karni ho gi agr ham is main tukky laga kar lalch ky sath kam kary gy to yai hamy loss ki terf ly ja sakta hain or agr ham is main mehant sy is ky rules ko follow kar ky is main kam kary gy to ham acha profit hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

                ager ap news ko daikh kar trade kartay hain tu oil ap ko profit key taraf lay jata hia ager ap ky pass investment kam hai tu ap oil ya gold main trading mat karain kyon kay is say ap ko loss ho sakta hia oil main trade karnay kay lea kafi acha balance chaye hota hia jo kay boht kam traders kay pass hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

                  oil main trading karne k liye bhot ziyda knowladge ki zarorat hain merket ko smajhne ki zarorat hain agar hum ziyda mehat nhe karte hain tu humhain kabi kamyabi nhe hoti hain kmayabi hasil akrne k liye humhain gold main b trading karni hoti hain bousn account main oil main traidng karne sya acha hain k hum forex trading main gold main traeign kare agar hum gold main trading karte hain tu pher kmayabi hasil kar pate hain warna kabi b kamyab nhe ho skte hain hum oil main trading karne k liye lot of hard work ki zaroart hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

                    Oil m trading krny k leay ap ko es ki fundamental conditions ko smjhna hota hy oil hamen loss b dyta hy r profit b dyta hy agr ap ko es ki smjh jai hy to lazmi c bat hy k ap ko ye loss he dy ga agr ap ko es ki smjh hy to pir profit he profit ye sb kch knowledge par hy r es bat par k ap ki grip kitni hy es chez m.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

                      Oil to ap ko kahe bhe nahe le ke jata ye ap ke will hote he ke kis jaga ap ko trading karne he ku ke koi ap ko pakar ke nahe behtha hota ke yaha pe trading kar lo yaha pe trading kar lo trading to ap ko kud he karne he loss or profit to ap ke naseeb ka kamal he.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

                        Forex main hame oil per trading kernay say loss is liye hota hay kay hamen market ki move ka andaza nahi hota aur oil ki move boht fast hoti hay. is liye us trade ko close kertay howay hamen loss ho jata hay. ager ham oil kay pairs per achi trah say analysis ker kay trading karen to hamen boht acha profit ho sakta hay. que kay oil ager loss kerta hay to profit bhi deta hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main hamy oil loss ke traf ly kar jata hain yai profit ke taraf ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Holi پيغام ديکھيے
                          forex main oil aik risky pair hain hamy expert ban kar is main kam karny ka risk lyna chahey agar hum forex main new hain to hamy is main kam karny ka risk nahe lyna chahey agar hum oil pair main bagar experience ky trading kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi kasur nahe hota hum loss apne galti ke waja sy karty hain yai aik king business hain
                          Assalamu Alaikum Mere knowledge ke mutabik aur experience Jitna Maine Hasil Kiya Hai Uske hisab se Forex trading kaha per he Hamen profit ki taraf bhi Lekar jata hai aur uski Taraf bhi yah sirf Hamare knowledge or experience per depend karta hai ki Ham Kitna accha information rakhte Hain Use pair per Jis per Ham trade kar rahe hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X