Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai
    Dear friends assalamualaikum aksar jab hamai loss ho jata hai aur ham uss ko recover karnai ke koshish kartay hai to ham buhut jald bazi say kaam laitay Hain ham chahtai Hain ke Chand he ganto Mai hamara loss recover hojay jis ke waja say ham buhut bara lots size lagatai hai Jo mazeed loss ka Bayes banta hai Mai ye samajta hon ke agar ham normal trading karai aur sakoon say kaam karay to ham loss recover Kar saktay Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

    G dear jhan tak mera khyal hai kay hum profit kay adi ho jatye hain aur hum sochtye hain kay humain bus profit he milta rhaye jub kay lose honye pay bara masla ye hota hai kay humara profit band ho jata hai kiyu kay jub tak lose recover ni ho ga dubara profit humain ni milye ga tu es waja say humain kafi mushkil lagta hai esye recover karna
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

      Mere bhai nay sawaal kiya hay kay forex business main loss ko recover karna mushkil kunhay to loss ko recover karna ik sabar ka kaam hay oar sabar karna hamry liay kafi mushkil kaam hay agar ham sabar kar lain to loss recover ho sakta hay forex business kafi complicated field hay es main kaam karny kay liay hamain ziyaada say ziyaada mehnat karni chaheye
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
        Dear friends assalamualaikum aksar jab hamai loss ho jata hai aur ham uss ko recover karnai ke koshish kartay hai to ham buhut jald bazi say kaam laitay Hain ham chahtai Hain ke Chand he ganto Mai hamara loss recover hojay jis ke waja say ham buhut bara lots size lagatai hai Jo mazeed loss ka Bayes banta hai Mai ye samajta hon ke agar ham normal trading karai aur sakoon say kaam karay to ham loss recover Kar saktay Hain.
        As-salamu alaykum loss hone ke reason Hamen market Ke Acche analyse na hona hai ISI vajah Se Jab Ham Apne dost ko recover karne ke bare mein sochte hain to use recover karna bahut jyada Mushkil ho jata hai agar aap aap market ko acche se analyse kar le to aap log usko easily recover kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko lot of loss hotaa rataa ha es leya per hum ko chaheya ka hum us loss ko recover kardaa laken ager hum us ko recover nhi kartaa ha to per hum ko sahee experience be nhi hoge es leya ager experience lanaa ha to per apna loss ko recover karnaa start kardoo..............
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

            G han forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey kiun k dobara loss bhi ho sakta hey jiss ki waja se account wash ho jata hey iss liay loss ko recover karnay k liay bhi experience ki zaroorat hoti hey aur choti choti trade laga kar loss ko recover karen tu loss recover ho sakta hey kiun k forex trading men koi bhi cheez namumkin nhi hey
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

              G belkul app sahe keh rahai hai jab hamai loss hota hai to ham sahe tention mai akar iss mai ghalat trade start kartay hai jos kai waja say hamai mazeed loss hota hai hamai chaye ke loss ko recover karnay keleye normal trading karai.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

                Assalamu Alaikum dear forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki loss ko recover karna bahut hi Mushkil Hota Hai kam member hi hote hain Jo loss ko recover kar Jaate Hain Kyunki Jis Ram profit Hasil karna difficult Hota Hai Is Tarah loss ko recover karna bhi difficult Hota Hai
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

                  Dear members mushkil kuch bhi nai hta ye to bss aik soch hti hay insan ki lkin jb kisi kaam ko dil lga kr or achy sy krny ki koshish ki jaey to wo ho jata hay zrorat is bat ki hay k mehnat ki jaey or mind ko positive rkha jaey
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

                    boht sara trader ko loss ko recover kar muskil laghta ha ku ka in ko laghta ha ka wo log agr loss ko recover karna ma lag gaya to in ko aur zada loss hoga is liya wo lossko ignore kar data ha mgr mara khla ma in logo ko aisabilkul be nai karna chayia bilka in ko chayia ka wo log jitna loss karta ha is ko utna hi recopver karna ka bad trading shuru karya aur ya itna muskil na hota ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko recover karna kiun mushkil lagta hai

                      market ki moment Jyada Hogi first time aapko bhi chahie ki Yahan per investment Karte Karte Hain account ko miss karne ke liye bhi aap kisi ko bhi de sakte hain jaise Jaise aadami hoti Jayegi aapka account profit wala Hota Jaega aap isko hi jaenge back side Ki Taraf Na Dekho Jitna Jyada aap log market mein time dete Jaenge minut Karenge Karenge market Mein stability:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X