kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    g han apne nay pocha kay forex ko kon chorna chata mary khayal may forex aik asy online job hay jisy agr koy aik bar join kar ly tu pir asy corta nai hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      main to is field main naya hon lekan jin logo se b meri baat hoe hay or jin ko is k baray main pata hay wo kabhi b tradaing ko nahen choren gay balke doosre logo ko b investment ka mashwara den gay
      • #768 Collapse

        jee nahi forex trading aik international business hi jis main ap asni se kam ker ke achi earning ekr sakte ho ye mera main earning source hi iss lye main iss ko chorne ka sooch bi nahi sakta agar ap iss se mutmin nahi ho to ap iss ko chor sakte ho
         
        • #769 Collapse

          assalam o alikum g bhai apka question mujhai pasand aya bht se log jo new hotai hai is main woh sochtai hai k bs asan hai to jaldy ajye pesa un se saber nhi hota our woh mo ki khatai hain phir chornai ka sochnai pe majboor hojaati hain ..
          • #770 Collapse

            me forex ko kabi bi nahi chor sakta kyu k es ki waja se me hr month bht se paise kmata ho or yahie mera source of income ban gae hai. Mre elawa koi or bi trader jo es field me success full hai kabi soch bi nahi sakta forerx ko chorne ka. Kyu k ab ye na sirf mre liea balke baki teman achie traders ki addiction ban gae hai.
            • #771 Collapse

              main abhi new hon main itna kuch nhi keh skta hon keh forex ko choro don ya na lakin mere khyal ha market main aisi koi bat na ha keh jis sy ham munfr ho kr koi aisa kam krain jo market sy hat kr ho.
              • #772 Collapse

                i am new here that's why i can't say anything..but someone told me that there is so much profit ....so i am trying mu luck in forex...
                • #773 Collapse

                  easy earning kaheen ni hoti aesey itni asani se or kaheen nai kamae jasaktey is liye isko chorney ka socha nia or filhal koi irada nai chorney ka kyon key is mai abi to bht agey jana hai we are able to earn profit then we would never like to left this.Everybody want to earn profit and this is the place where we can earn easily.Thanks
                  Hafizgm
                   
                  • #774 Collapse

                    jee may nay to abi forex join kia hay or mujay kafi achaw laga hay or may kabhi forex nai chorongi q k yaha kafi profit hay
                     
                    • #775 Collapse

                      kbi ni socha ma market ko chorna ka soch b ni skta kiu k ya ek business ha na k bachon ka koi khyal kia ka business ma up down hota hi rahta ha lakn ma na market ko chorna ka kbi ni socha ma market ma slowely work krta ho agr ap b slowely work kra ga to ap b kbi b market ko chornaka scho ga hi ni.
                      • #776 Collapse

                        nahi my ny forex trading ko kabi bi conry ka nahi socha hy qun ky trading ayk boht he acha business hy ap ny agr achi trading krna hy to phr ap is ko kabi bi nahi coro gy qun ky forex trading ayk boht he acha easy or profit able business hy ap is sy jitna caho profit kr skaty ho trading my ap ko achi investmnt ki bi zarort hoti hy.
                        • #777 Collapse

                          jab se main forex mein trading kar rha ho tu main ne forex ko kabi bhi nahi leave karna k bara mein soch hai kyun k forex aik bhut acha business hai jis mein bhut ziada benefits hain aur main iss business ko kabi bhi nahi leave kar skta ho. main ya samajt ho k forex jasa aur koi bhi business nahi hai.
                             
                          • #778 Collapse

                            meny to erada kr lia ha men ka bhe ni choro ga men to soch rha ho ky men apny sary friends ko bto or is business men shaml ho jo
                            • #779 Collapse

                              Nahe jnab may nay forex trade ko chorny ka kabhi nahe socha may is job ko part time karta hun lakin phar bhe mughy kafi earning hoti hay is job may time ke bhe koi pabindi nahe jab kisi ko buhat sari facilities mil rahe hon to koi bhe person forex trade ko chorny ka kabhi nahe soch sakta
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                buhat acha question kia hae aap ne. yar meine tau forex ko chorne ka kabhi nahi socha aur na hi sochon ga aur hamain sab ko yeh kabhi nahi sochna chahiye q k aaj kal k dor mein ghr bhethe itna acha profit koi nai deta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X