kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
    ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
    no friend i do not think that i ever leave the forex in my whole life the forex is the great business that i cannot leave the forex is the really great business friend and i will do this business whole the life never leave it
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      dear bhai mere khiyal say forex ko koi bhi nahi chor sakta kiun kay forex aik online best business ha is business say ham sabh ki problem solve ho rahi ha ham forex koi kise bhi halat main nahi chor sakty na mene ye kabhi socha ha na sochun ga
      • #183 Collapse

        kbhi kbhi dil karta ha choor don . lakin ya sochta hon ka is ka ilawa koi or busienss asa ha hi nai jo minton main profit da saka . isi liya nai chora ha main na ya business2 salon sa main ya business kar raha hon or mujha ya business kar ka bohat caha feel hota ha
        • #184 Collapse

          yar ma tu ma ap ko btata ho k mainy forex trading business ko join he abhi kiya hai tu dear ma es business ko chor kasa sakhta lakin mjy nai lagta hai jo sakhs forex k bhara ma knowlegde rakhta ho wo kabhi es business ko chor sakta hai.
          • #185 Collapse

            bhai mene jab se forex join kiya hai tab se men iske bare men zyada excite hota ja rha hun or kabhi esi situation nai aai k mjhe esa laga ho mjhe forex chorna chaiye,,,it's really a passionate business....I like it...
             
            • #186 Collapse

              maine to forex ko chorne ka kabhi nai socha aur main kabhi bhi forex ko nai chor skta main forex main boht acha profit earn ker leta hun aur kabhi loss bhi ho jata hai lekin loss ki waja se humein forex ko chor nai dena chahiye
              • #187 Collapse

                dear mainy to kabhi nai soucha forex ko chorny k hiwalay se kue k muje es k profit ka hoob pata hai or haa banda us waqat zarur ye souch sakta hai jab apko kabhi loss huwa ho ap mindly tor par mukamal satisfiy nai hoo ga us waqat app es ko chorny ka souchay gay.
                • #188 Collapse

                  Ap ma reserves kitna dealer asa dynasty jo forex KO chorna Ka soch raha angular distance apna apna expertise share krain for brand spanking new traders
                  • #189 Collapse

                    yar es baray mai kuch thek say kaha nahi sakta keyo ka abhe mere pass investment kam hai aur kuch kam he trade ker raha ho bake ya ka kuch aur kam be ker taho es leya kam kam trade ker ly ta ho.
                    • #190 Collapse

                      maray khayal main to forex ko chornay ka sirf aur sirf wo he soch sakta hay jo is main bohat he loss kama chuka hay jis nay kam knowledge say yea kam shoro keya ho ga aur sirf loss he keya ho ga to phir wo chor sakta hay par profit honay say wo nahe shoray ga
                       
                      • #191 Collapse

                        mane forex per 100$ invest kya the our mujhe loss howa tha is ke bad mane socha tha ke forex ko choordo our mane forex ko choordya tha phir mujhe forex forum ke bare me pata chala ab me forum per posting kerta ho our is ke zariye me trading kerta ho.
                         
                        • #192 Collapse

                          ni main ny kabi ni socha main jub tak zinda hon koshish karon ga ky is ko na choron q ky is main profit acha ha loss bhe hota ha ager ham market ko thora jan jain to loss kie shara kam kie ja sakti ha aur main yahi koshish kar raha hon
                          • #193 Collapse

                            mein aik new user hun abi tu mein ney trading be nehi ki es ly kuch khe nehi sakta chorey ka khayal abi merey zahain mein nehi aya hai ye bohat interesting kaam hai
                            • #194 Collapse

                              haan je baaz tu dil kko chhor hi dayn jb krta hy k iss chor dayn bcoz kabhi kabhi uktahat hony lagti hy, k puray month wait kro or akhir per bonus bhi kat kata kr milta hy, phr socha k ye tu business hy loss or proft tu laga rehta hy, iss lye iskop continue rakha hua hy, or posting kr k apni earning krny ki koshyish kr rha hun
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                                ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
                                abhi to ham trading main naye hain aur abhi tak to aik bonus ko trade tak nahi kia agar hamain profit mil jata hai to ham q kar isy chorain ge .aur life k events is sey porey karain gey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X