kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    nahi wo do not forget the forex and i think the time that we should spend on a demo account depends on our individual learning curves as some people are fast learners while others are slow learners but i would advise that one should practice until he starts making consistent profit for at least 6 months before going to real account trading.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      jee nahee mere dost main forex business ko buht like krta hon je os is main buht shonk see kaam krta hon dost gee ,,
      • #123 Collapse

        j nhi me ne kabi nhi socha ke forex ko chor dun me to khud forex mey new hun aur iss ke bare mey me jan ker boht kush hun ke yeh online bsuiensss h amee nhi chorun ga
         
        • #124 Collapse

          my daer dost main pakistan forex forum ko kabi nahi choro ga aur na hi kabhi socha hain kun k pakistan forex aik asa business hain jis ko kabhi chora hi nahi ja sakta kun k is main kaam karny k liya koi limit nahi hain
          • #125 Collapse

            G nahi forex aik bohat hi acha business hy is say hume kafi profit hasil hota hy is ko join karne wala happy hi rahta hy mein nay jab say forex ko join kiya hy mein bohat ziyada happy hu mein nay kabi chorne ka socha hi nai hy and na hi kabi khiyal aya hy.
            • #126 Collapse

              Ji nhi main forex main kaam karna kabhi bhi nhi chod sakti hu kyonki maine yaha sai average main acha pasa kam sai kam banana hai jo ki main 400 to $500 socha hua hai bas wahi pura karna hai mujhe yahan sai or main hamesha yahan kaam karungi
              • #127 Collapse

                nhi, main to abi kuch hi din huy hain forex ko join kia hy, mujhy forex sy bht hopes hain, main iss main work kr k acha profit gain krna chahti hn,aur aapni aur apni family ji needs ko fulfill krna chahti hn.
                • #128 Collapse

                  bhai agar hum forex ko chor dengy to aap khud hi socho to aap ko itna asaa n gher bethy earning ka moka kesy mily ga is liye aap kjhud soch sakty ho kia isko chorny ka koi b isko ni chorna chahy ga kiu k yeh hai h itna acha kaam hai k koi b ni choor sakta isko bht asaan aur easy earnig ka source hai jisko koi b pasand kary ga...
                  • #129 Collapse

                    forex ko chorne ka to swal hi paida nai hota itne profitable business ko koi q kar chor skta hai?
                    muje to forex k ellawa koi b aisa business nazar nai ata jo itna profitable or easy to achieve ho
                    • #130 Collapse

                      Mai forex ka business almost aik sal se kar raha ho aur maine kabi aik pal ke liye bhi is business ko chorne ka nahi socha yeh aik bohat acha profitable business hai jise almost har country ke log kar rahe hai aur muje nahi lagta jo yeh business kar rha hai woh kabi chorne ka khayal bhi apne dimag mai la sakta hai.
                      • #131 Collapse

                        bhai forex ek easy way hai to earn money without any physicall efforts agr, ap koi aur kam krte hai tu us mein apko bohat mehnat krni padhti hai pr forex can give you better profits if you are trading with experience agr ap losses krte hai tu ap apni ghalat trading ki waja se krte hai
                         
                        • #132 Collapse

                          Hi dear hum to abi new join kya ha lakin jis person ko profit mily ga wo us ko q chory ga. orprofit gain krny k ly experience or knowledge ka hona bhut zarorai ha. agr ap k pass experience or knowledge ni ho ga to wo loss ma jy ga.
                          • #133 Collapse

                            nahi bhai ji mainay kabhi bhi ye chorne ka socha nahi hai or na INSHALLAH chornay ka sochongi ye mre liye bohot karamad sabit hoa hai yahan bohot acha experience bhi hogaya hai.
                             
                            • #134 Collapse

                              nahe yaar mainay abhi he tou forex join ki hai so es liye forex chornay ka tou sawal h e nai peda hota aap me say kia koi chorna chahta hai kia?? i think zada log na me he bolain gey..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                me ne kabi forex ko chornay kay bary me ne socha balkay me esy as a business build karnay kay bary me soch raha hon, jab mein apni study complete kar longa sub se pehl forex ko try karu ga or apni luck check karu ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X