kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    Dear forex me to main bohat acha ja raha hon or jab koi kisi business me acha ja raha ho or use profit bi acha mil raha ho to mere khayal se koi aisa nahi hoga jo us business ko chorna chahe, wese bi main ne forex ko as a professional join kia hai to main is ko to life time ke liye le kar chalna chaho ga, mere khayal se ye sab se best earning way hai to is ko chorna nahi chahiye ok.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      Filhal tu insta aur forum p kam start kia hay abhi tu ismay learning start ki hay aur bht agay berhna hay abhi chornay ka nhi socha aur IA aisy noubat nhi aye gy loss p give up nhi kerna bul k aur himmat say next trade kerni hay.
      • #1938 Collapse

        Forex Ko Log Chorne Ke leye ne ate janab Earn Karne ke leye ate han or hamesha forex ko wo log chorte han jo log Learning keye bina he Forex me ake din me ameer hona cha re hote an Forex Trading Sabar Ka Kaam He Jald Bazi Ka Ne.
        Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
        • #1939 Collapse

          no forex ku chorna ka koi faeda ha nahi es mein kamiyaab hona chatay hain tu kosis karay es mein mind se kaam karay tab he ap es mein easily kamiyaab hon sakay gae aur es mein market ku watch kartay rahay
             
          • #1940 Collapse

            aik time aya tha jab mai forex ko chordne ka soch leye tha q k mai loss par loss karta ja raha tha. fir mai ak bande se mila os ne muj se pocha tm kis tarha trading karte ho jab mai ne os ko bataya market watch karta rahta ho os k bad entry kar deta ho os ne fir meri tamam mistake bati jes ko mai sone k bad khud feel kiya mai kitna idiot ho totally ghalat tarike se trading karta raha ab Allah ka Karam hai ab kafi kuch sikha hai.
            • #1941 Collapse

              Haan ye tu kafi baar socha hai mujy jab bi apni trading main loss hota hai tu bohat bura lagta hai aur dil karta hai ka iss business ko chor dun lakin phr jab profit ho jata hai tu phr bht acha lagta hai aur iss business ko kabhi chorny ka dil nahi karta.
              • #1942 Collapse

                mai ny to Forex ko chorny ka kbi nh socha aur na h kbi sochoun ga .. because ye bht acha business aur easy business hai hr 1 k lye .. mai to isy kbi nh choroun ga ..
                • #1943 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                  ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
                  ni bahi asa kabhi ni socha or na hi kabhi socho ga q k forex aik bht hi acha or profitable business hy is main kam kar k ap achi earning kar sakty ho or yea aik international business hy is main ap ghr beth kar kam kar k achi earning hasil kar sakty ho
                  • #1944 Collapse

                    Main ne kabhi bhi is business ko choranay ka nahi socha hai kyunkay jab tak yeh Forum humain forex ki learning kay saath saath bonus money ki earning day raha hai to phir humain kyun to is business ko chornay ka sochna chahiye. Yeh to aik bohat acha chance hai jis ka faida puri tarha say uthaya jaye.
                    • #1945 Collapse

                      g nhi meny kabhi bhi na forex chorne ka socha hai or na kabhi sochoge qk forex say bht kuch seekha hai business karna knowledge mile or bht sara experience mila or earning bhi.
                      • #1946 Collapse

                        jab se main forex mein trading kar rha ho tu main ne aaj tak forex ko leave karna k bara mein nahi socha hai kyun k forex aik bhut acha business hai aur acha business world mein bhut kam milta hain forex mein jab se main trading kar rha ho tu main ne bhut ziada iss business se benefit ko get kiya hai.
                        • #1947 Collapse

                          main to forex tarde ki kabi b chor nai sakti or na he choron gi es main mujh ko buhat faida hota hy or meri infomation main b azafa hota hy
                          • #1948 Collapse

                            filhal to asa nahi hua hai.. men ne to abi 1 month pehle hi forx pe kam shuru kia hai. or i wish k asa kabhi be na ho k mje trading chorni para.. kuk mje is job se bohat zyada umeeden hain... i wish k wo puri ho jain..
                            • #1949 Collapse

                              G nahi......ham khbi b forex ko chornay ka nahi soch skty q k forex hamay rozgar k mowaqay ata karrahi hai............is per tranding krnay sy ham achi earning kr skty hain..................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                i do not think so because trading is my best online business i am getting profit from this business at home and i am founding some thing new from this trading so i can not think

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X