kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    nahi abhi tak aisa nahi sucha k forex ko chure deya jaiey .han start main aisa zarur hota hai k kaam ki adat na ho to kuch time insaan tang par jata hai tabhi kuch time k liey forex k kaam ko chure deya jaiey tu koi is main hj nahi .lekin jab kaam ki adat par jaiey to forex per kaam karna acha lagta hai ,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      if we are able to earn profit then we would never like to left this.Everybody want to earn profit and this is the place where we can earn easily.Thanks//////////////////////////
      • #918 Collapse

        g main ne forex ko kabhi chornay ka nahi socha hai kyun k yeh best job hai aur es job aur business k ilawa koi bhi online job best nahi esi waja se main es business ko bohat pasand karta hu forex best business hai.
        • #919 Collapse

          no dear sir je mein nay kabhe bhe forex trading ko chornay ka nhein socha q k ye aik buht he acha online business hay es mein hum ghar par he kaam kar kay aik acha profit hasel kar saktay hein mein tu aur dostoon ko forex trading ka mashwarh don ga k wo forex ko join kareen
          • #920 Collapse

            i do not think to leave forex trading business . because forex trading business is really a very easy to work . and for its easy method i can not leave forex trading business .
            • #921 Collapse

              g nahi main ne to aesa kabhi nahi socha kyun k main forex ko kabhi nahi chodh sakta kyun k ye ek bohat hi acha or profitable business hai jhan hum apne knowledge or experience se bohat achi earning kar k apna ek bright future bna sakte hain.
              • #922 Collapse

                Main tu abhi new hon es forum per aur abhi mujhy 2 months b complete nahi howay, aur main boohat khush hon es forum ko join ker k, aur main abhi es field ko chornay k bary main soch b nahi sakta. I am very hopeful that i will continue it in the long future.
                • #923 Collapse

                  Yes i have think many times of leaving forex but now i am positive and learn more to increase my skill and confidence level and now i will never leave this business, it is the best business and i know i will become successful in forex.
                   
                  • #924 Collapse

                    No dear main forex ko chornay ka kabhi soch bhi nahi skta q k main forex business se bahot khush hun yeh bahot best business hy forex sy main short time main itna profit earn ker leta hun jitna muje pura month day night kam ker k bhi hasil nahi hota i've 3 years trading experience aur maine aj tak kabhi bhi loss nahi kia maine 30$ se start lia tha aur now mera account hazaro main hy aur main weekly basses pe as require profit nikal bhi leta hun es trah main forex business k sath bahot khush hun main isay kabhi chorny ka soch bhi nahi skta.
                       
                    • #925 Collapse

                      Nai abhi tak to mene isey chorna ka bilkul bhi nai socha even k profits bilkul nai horahe but aisi cheex ha k chorrne ka dil nai karta balke chahta ha k aur agey barhen and isey bharporr tariqe se sekhen
                      • #926 Collapse

                        kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

                        ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experie
                        • #927 Collapse

                          Dear friend mujhe tou forex trading mein bohat acha profit hota hai aur main iss ko chorney kay liye kaisay soch sakta hoon haan agar kisi ko profit kam aur loss ziyada hota hai tou woh yeh soch sakta hai.
                           
                          • #928 Collapse

                            no according to me i have no experience about it . i never think about it to leave forex trading i want to do it long time throughout my life . i like and love this business very much it is best source to learn forex
                            • #929 Collapse

                              dear Allah na kry mein esy chorna ka socho b kbi abi tu bht umeed hai k teek sy krn ga es kam ko or agy jeo ga bht es kam sy or agr mehnat kry insaan tu kya cheaz hai jo wo hasil ni kr skta or yeh bht fit kam hai hmy chahiyeh juldbazi mein koi faisla na kry or na e esa kam miley ga kbi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Nahe dost forex ko chorne ka kabi socha nahe hai q k forex ek bahot asan karobar hai jiss se hum asani se profit kama sakte hai aur ek baar jo forex ko join karta hai wo phir chorne ka sochte b nahe aur agay jaty hai chahe ek bar loss b hojaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X