kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Mene tou abhi tak Forex Trading ko chorney ka nahi socha hai kyunke dunya ki koi bhi market iss tarah aap ko ghar bethay itna profit nahi deti hai and bohaat saray logon ko iss ki adat hojati hai jesay pehlay ek me bataya ja chuka hai and phir kisi se chori nahi jati buss loss pe aap ko apney emotions pe control rakhna hai and greed ko bilkul dimagh se nikal dena hai and achi trading karni hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      forex trading aik aisy market hay jis main enter hona buhat hi asan hay lakin is se bahir niklna wotna hi mushkil hay kyun ke jab aap ko is market ki samj ati hay to phir aap is ko chor nahi sakte aur is main aap ka lalch bhi barta jata hay
       
      • #363 Collapse

        jee ha mery sath ho chuka hai me ney forex start keya to 200$ ka loss howa us ke baad me ney toba kr ley lakin phir dobara start ke to pehlay is ke matalk knowledge leya logo se aur demo per work keya ap forex ke bena me reh nahi sakta forex se ap achi khasi income hasal kr saktey hai..
        • #364 Collapse

          ni yr me kabhi bi ye ni soch sakta k me kabhi bi forex ko chorunga q k forex is better then any other bussiness or forex itna acha or behtreen bussiness hai jaha hum paiso k sath sath knoweldge or skills hasil kr sakte hain to hume kabhi bi harna ni chaiye or hamesha forex me rehne ki koshish kare ta ke ache paise kama sake.
           
          • #365 Collapse

            forex ko kabhi chorne ka sochna forex main koi bhi join karta hai to chorne ka irada to nhi rakhta kew ke ye online business hai aur bohat acha business hai .
               
            • #366 Collapse

              mara dost muj abi atna be as ka bar ma nahe pata ha kyo ka yah ak achi kam ha as ka laeya hamy bohot achi lagta ha yah nahe abi kuch nahe kah sakta ha ahm.
              • #367 Collapse

                sometimes jab kabhi humko loss hota hai to hum sochte hain ke choor den forex ko but humko apna loss bhi recver karna hota hai isi liye forex ko leave nahi karte aur apna loss slow slow recover karte hain
                • #368 Collapse

                  No dear mene abhi tak forex ko chorne ka koi irada nahin kiya hay kyu kay forex se muje bohat hi zayada faida hua hay aur ab me ne es ko apni hobby bana liya hay aur forex trading se hum ache businessman ban sakte hain aur apni life ko chnage kar sakte hain.
                     
                  • #369 Collapse

                    jee nahi phle main ne bi bohot loss kiya hai magar ab mojha experience hogaya hai or ab mian lalach nahi karta hon markit ko sekhna zarore hai
                    • #370 Collapse

                      nahi aisa nahi socha hai abhi tak mene kiun ke mene abhi abhi is business me qadam he rakha hai and me isko learn bhi kar raha hun or koshish kar raha hun ke mujhe is me loss nahi ho me ziada se ziada kamaoun iss se kiun ke me apni studies me invest karun ga is se earn kiya hua amount or apni pocket money bhi banaoun ga .
                       
                      • #371 Collapse

                        forex ko kabhi chorne ka sochna forex ko kabhi chorne ka sochna wo log sochte hain jo forex ko samajh nhi paate wo chordete hain jo samajhlete hain wo kabhi nhi chorte .
                           
                        • #372 Collapse

                          nhi bhai jan ma ny esa kabhi nhi socha hai kyu k e ma koi kamkarny ki muskil nhi hai or forex aik easy business hai es ma lakho log kam karty hai es ma koi kam karny ki limit nhi hai
                           
                          • #373 Collapse

                            g nhi bhai jan my forex ko kabhi nhi chor salkta kyu k es ma koi muskil nhi hai es ma koi pabandi nhi hai es ma ap apni marzi sy her kam kar sakty ho es ma koi muskil nhi hai ye aik best business hai
                               
                            • #374 Collapse

                              forex aik best business hai es m agr ap aik bar join ho jaty ho to ap es ko kabhi bhi nhi chor sakty ho kyu k es ma koi muskil nhi hai or an es am koi kam karny ki limit hai ap jab chao es ma kam kar sakty ho
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                ma na khbi bi es ko chorne k nai socha chu k is say bohat profit milta ha tu par is ko khu choren ha bohat achi online gob ha es leay mera khal ha k her kisi ka apna point of view hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X