kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2371 Collapse

    g nahi forex ko jo 1 dafa join kar leta hay wo kabi b forex ko nahi chord sakta es ki waja ye hay k forex jesa business or koi b nahi hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2372 Collapse

      han g kai bar socha hy k is mein jb itni mehant k bad loss ho jaey tu ek bar hurt ho jati hun mgr phir himat kr k kam start kr dyti hun k shaeid ab k bar esa na ho or is bar profit ho e jaey.
      • #2373 Collapse

        never think so because i am able to earn profit.So if we are able to earn profit then we would never like to left this.Everybody want to earn profit ....main na kabi bhi es busiess ko main chorna ka nhi socha ha so may dear main es business ko main bohat hi ziada main like krta hun
         
        • #2374 Collapse

          g main to abhi new member hoon main ofewx per learning kar raha hoon aur mujya nahi lagta k main forex ko chorena ka socha ga keyon k ayh ak business hai aur main is main kmayab hona chahta hoon is ko proper seakhna chahta hoon its really good business
          • #2375 Collapse

            No dear mene kabhi is business ko chorny ka nahi socha ha kyun k ye aik asa business ha jis se hm jitna chahye or jb chahye utnaa earn kar sakty han or is business se hm apna career b bna sakty hain or apni har dream b is business se asani se pora kar sakty hain
            • #2376 Collapse

              میرے خیال میں ہم منافع حاصل کرنے کے قابل ہیں، تو پھر ہم یہ سب لوگ منافع کمانے کے لئے چاہتے چھوڑ کرنے کے لئے پسند نہیں کریں گے تو منافع کمانے کے قابل ہوں کیونکہ مجھے ایسا لگتا ہے کبھی نہیں کیا تھا اور یہ ہم آسانی سے کما سکتے ہیں وہ جگہ ہے جہاں
               
              • #2377 Collapse

                Impossible.... Ye eek bht achi part time online job hai.m ny na kbhi socha h forex ko chorny ka or shyd na kbhi soch skti hu .is m bht sy faidy hen or agr hum bht zada time den forex ko to is m Hum bht earn kar sakty hen .
                • #2378 Collapse

                  jii han bhaii jan forex koo chorny kaa koi bhii nai soch skta kuu k yh business bht easy hai jis main hum bht kum waqt main bht acha earn kr skty hai or koii bhii platform itna independent environment nii provide krta jitna independent environment humain forex provide krta hai tooh is koo chorny kaa koi soch bhii ni skta .............
                  • #2379 Collapse

                    ji nahi bhai sahab mene nahi socha hai infect mene abhi join he kara hai to me is business ko bhai mere chorne ka soch bhi nahi sakta hon is lye meri koshish ye hi hai ke me is business ko kabhi na choro or is me aese he mehnat karta jaon .
                    • #2380 Collapse

                      Assalam o ailkum hello my dear friends my ny jb sy forex form ko join kaya hy tb sy my to bhot achi earnning kar raha hu is leya i can not leave is trading
                      • #2381 Collapse

                        No dear mene kabhi bhi is business ko chorny ka nahi socha ha kyun k ye aik asa business ha jis se mje kafi achi earning hoti ha or is business se me apna career b asani se bna sakta hn isi liye mene kabhi bhi is business ko chorny ka nahi socha haa
                        • #2382 Collapse

                          Forex is best online business. I an say that we are adopt the right way then we are able to perform the good and we are regular earning. With out learning that we can not earn he money.
                          • #2383 Collapse

                            g ha start ma jab bht zayada loss kr lya tha tab asa karna ka socha tha lakin ab asa kch nai ha ab expert ban chuka hun r ab is ma acha profit earn kr lata hun ya kam bht acha ha bas is ma thora sa mahnat karna ki zrorat hoti ha r phr ap ko profit ho ga
                            • #2384 Collapse

                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2385 Collapse

                                nai bhai na mane asa kbhi socha hai aur na he asa kbhi ho sekta hai kun k jo akk bar forex trading main ache earning kerna start ker data hai phir us k leya forex trading se give up kerna boht mushkil ho jata hai kun k forex trading wo platform hai jo insan ki wo wishes be puri ker data hai jo wo kbhi kwab main be nai sochta k wo pori ho jaye gin :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X