kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    nhi bhai jan hum nay forex ko abhi abhi join kea ha or humara is par trust ha or hum is ko chorna ka soch bi nhi sakta q k yeh unemlployment khatam karna ek bether zaria ha or maximum earn kar sakta han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      hahaha bhai aap bhi kese kese sawal kartay hain koi badbakht hi ho ga jo forex ko chjore ga kyun ke forex ak asa business hai jo ap ko boht achi earning deta hai bus aap ko us ke liye thori mehnat ki zaroorat hoti hai ... aap ko bus trading karni ani chaiye to aap acha profit earn kar sakty hain
      м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
      • #1548 Collapse

        Jee mein nein forum per posting k baaray mein to bohat baar socha hai mager trading chornein kay baaray mein mabhee nahin,uski waja yeh hai keh trading mein khud kertee hoon aur profit bhee earn kertee hoon mager posting theek bhed ho to admin reject ker detay hein jiska mujhay bohat bura lagta hai.
         
        • #1549 Collapse

          nahi mery bhai main to is forum ko chorny ka soch b nahi skti is forum ne humy itni faclitiz de hain hum isy kyun choren gy ye bahot acha forum hai isy hum ghr beth k asani sy kr skty hain or paisa earn kr k apny halat thek krhy hain to hum kyun is forum ko choren gy
          • #1550 Collapse

            YeH KbHi B nI ho skta ke mein forex ko chor may b hum kise wajah se forex ko time na de ske lekin is ko kbi chorne ke bare mein ni socha aur na he sochna hai is bare mein
            • #1551 Collapse

              main ne to kabhi bhi forex ko sochnay ka nehi socha aur na hi choor sakta hoon chorata to insan us ko hai jis ka koi nuqsan hoo aur forex ka to koi nuqsa nahi hai
              • #1552 Collapse

                g nai may forex ko kbi nai chor skta kun ky yh bot acha aor profitable karobar hy aor ham es may confidence sy kam tb he kr skty hyn jb hmy es ka pora knowledge ho,forex may kam krny ky ley ap ko bot mehnat krna prti hy aor ap phr easily tb he kam kr skty hyn
                • #1553 Collapse

                  abi tak to nai socha hai forex trading ko jo log join karty hn wo tabi forex cohrny ke baten karty hn jab un ko loss hota hai forex main jab bhe hamen loss hota hai to ham ye sochna shuru ho jaty hn ka ab hamray lye forex main kuch ni bacha hamen forex ko chore dayna chaye lakin hamari soch galat hoti hai forex main hamen apni mistake par kabo pana seekhna chahye
                  • #1554 Collapse

                    bhai jan abi abi to join hoa ho ma mujhy es k bary ma achi khabry millti thi tab ja k ma esy join kia ha or achi chez ko koi q chody ga jis sy ghar bethy faida ponchy
                    • #1555 Collapse

                      forex ak wahid bussness hy jo sab online bussness mein sab say ziada profit deta hy wo ap pe depend hy ky ap forex say kitna faida lay sakty he
                      • #1556 Collapse

                        No i don't ever think that i will leave this business. so there we can use those facilities where we can enjoy more profit for the future. if i will leave this business so i cannot huge profit from other business. so its very best business.
                        • #1557 Collapse

                          DEARS INSTA FOREX MEMBERS: dears asal men me to abhi work kar raha hun or experience gain karne ki koshish kar raha hun or men ne abhi tak aisa kuch nahi socha ky men forex ko chorh dun.............
                           
                          • #1558 Collapse

                            nah e kabhe bhe nahe ma ne ese kab bhe nahe chorna hai ye he mera life time business hai forex trading aj kal ki generation ka liye bohat acha aur bohat ihm hai keo ka ye shourt time ma itna profitable hai.
                            • #1559 Collapse

                              nai brother meine forex ko chorne ka kabhi nai socha q k forex ne meri kaafi mushkilaat asaan kar di hain. mein aik student hun aur forex per part time work karta hun aur apne liay acha profit kama leta hun jis se mera guzara easily ho jata hae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                jab kabi bohat zeyada loss ho jaye to phir dil karta hai ke is kam ko chord hi dena chahye is me koi faida nahin hai lakin jab kabi zeyada profit ho jaye to phir lagta he ke apni galti se loss howa hai tab chodne ko dil nahin karta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X