Wedge Chart Pattern:
My Dear Friends Wedge chart patterns bhi market main overall usi market trend main banty hain jin main wo trend ki continuation ke signals dety hain.In mein Wedges ki formation hoti hai jo ki ascending ya descending ho sakti hai aur wedges ke doran ap small trades open ker sakty hain.Isi tarha major trend ko bhi follow ker sakty hain.Isi tarha is trend ki continuation ke baad ap market main same trend ko follow karty huwy trade ker sakty hain aur profits hasil ker sakty hain.Is ke liye apko confirm signals ka wait karna parta hai.Wedge pattern main waves ki strategy ko use kiya jata hai. is main minimum 8 waves hoti hain.Jin main se 5 waves dominant hoti hain or 3 waves correction wave hoti hain.Isi tarha wave ki madad se market ko judge kiya jata hai or is base per apny order ko adjust kiya jata hai.
Types of Wedge Chart Pattern:
Dear forex members forex market different shapes main hamary samny ati hai jab ke hamain har shape ko achi tarha se samajhny k bad us main trade lagni chahiye forex market 2 tarha se move karti hai jis k hisab se ham apni trading k liye market ko samjhty hain market aik impulse main move karti hai aur aik correction main karti hai jab ky impulse or correction main jo shapes banti hain un main bahot bar wedges bhi banti hain jin ko 2 types hain or ye wedges breakout main he hamen achi trade karny ka chance dety hain wedges main market ki correction ya market ki next movement ka pata chalta hai jis se ham ye jan paty hain k market ka next breakout kahan ho ga is liye market main 2 tarha k wedges hoty hain.
1:Rising wedges chart pattern:
Dear trading partners is market main jo correction hoti hai wo oper ki taraf hoti hai jis se ham ye dekhty hain ky market oper ki taraf ja rahi hai jis se hamain ye pata chalta hai ke market agar oper main correction start ker rahi thi to is ke 90 percent chances hain ki ye neechy ko he breakout kary gi jis main ham trade laga sakty hain or support area apny profit ke liye select ker sakty hain.
2:Falling wedges chart pattern:
Dear my siblings is shape main market neechy se oper ko move karty huwey apni aik correction shape bnati hai jis se hamain ye pata chalta hai k ab ye rising wedge hai to market hamain oper ko breakout karty huwey mily gi jis main ham apni buy ki trade laga kr resistance area ko follow ker ky apna profit lay sakty hain market main wedges 2 tarha k ziyada hoty hain jin ko use ker ky ham apni trade laga sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим