gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?
    asslam o alikam dear gold main hum knowledge hasil kr k kam krte hein lekin phr be hume lose hota ha gold eik fast pair hai ye apni marsi se movement krta ha hume is main mind se kam krna hota ha is main high risk khabi nai lena chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

    G Han thek kaha apny k waqai gold is waqt sabsy ziada dangerous pair hai jo bhot sy logo k account wash kara chuka hai koi bhi filhal is par ziada profit earn nahi kar saka hai isliye koshish karen k gold main filhal kam lot size sy trade lagaen taa k apko ziada loss na ho.
    • #3 Collapse

      Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

      G han dear gold pay abhi apnye mind ka use karain kiyu kay gold ki next move ka koi pta ni chalta hai kay es mai abhi kis side pay move karna hai kiyu kay es kay chance up kay bhi hain aur down kay bhi tu es time soch kay he trade ko open karain specialy kiyu kay abhi next bonus bhi anye wala hai na
      • #4 Collapse

        Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

        mind ki har pairs par need hoty hai jab k gold is liay aap ko risky lagta hai q k aap bonus account par trade kar rahay ho is par invest k liay 1000$ ka account hona chayie tab zaida risky nai lagay 100$ par gold trade risky hota hai jis par mind ki need hoty hai agar aap ne gold par kam investment se trading karny hai phir cent account use karo
        • #5 Collapse

          Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

          Nahi Gold market mai bhe knowledge aur market key analysis ki zaroorat hoti hai. Aur market mai jo analysis aur market news key bad strategy bantey hai tou wo gold market mai bhe asani sey trade kr sakty hai. Aur gold market sey bhe acha profit earn krtey hai.
          • #6 Collapse

            Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

            Jiyo vanjara bilkul theek kahan hai Main Bus Itna Kahana Chahunga ke gold Mein Hamen knowledge ki jarurat hoti hai aur experience aur knowledge ki bhi jarurat padati hai yah to aapane bilkul hi galat kahan hai main aap ki baat per Amal karta hun lekin aapane abhi kahan hai bhai jaan agar aap ke pass knowledge aur experience Nahin hoga to aap kaise ismein kam kar Payenge Agar aapke pass knowledge or experience hoga to aap ismein kam kar Payenge
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

              G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main gold ek aisa pair hay jis ki movement bahut zayada fast hoti hay aur kisi trader k pas jetna bi knowledge ho phr bi gold usay dokha day jata hay aur usay loss ho jata hay esleay meray kheyal main hamain gold par carefully trading karni chaheay.
              • #8 Collapse

                Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

                gold my hamay bhot hi zead ahamy is my relx reh k hamay si my kam rkan hota hy jb ham is my relx rahy gy to hamay i my shai sakon k stah hamay is my sbr k stah hamay is my kam krkny ki waja sy hamy is mybhot zead aachi hamaya si my erning ho sgti hy our ham ismy kamyab ho sgty hy jb ham apany gild my kam rty hy to ya hamay sab sy zead ahmaya ya ya profit dilwa sgta hy agr ham is ko smh k is my ham kam kry gy to tb
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

                  forex aik international business hain hum is mai knowedge hasial karny ky sat acha bonus be earn kar sakty hain forex aik bhat bara business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

                    hamy knolwedge ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kisee be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

                      Ji han Sar aapki baat bilkul right kaha hai gram gold Mein trading karna chahte hain To ismein Hamen sirf mind ki sunnani chahie Aur Dil Ki kabhi bhi nahin Suni chahie Kyunki Dil Hamesha se jyada lalach karvata hai aur Hamara account bhi watch karwata hai agar Ham ismein achha profit Hasil karna chahte hain To Hamen Gold ke Hawale se knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: gold main knowledge se zada hume mind ki zahrorat hoti hai ?

                        walaikum salam ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Pareshan Mein kam Karte Hain aur hamare pass gold trading ka knowledge or experience Nahin Hai To Hamen chahie ki Hamen Apna mind istmall karna chahie aur Market ki candle ko Har Waqt read Karke acchi trading kar sakte hain thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X