Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???
    A.o.a
    friends aap se aaj ye bat share krna chhata houn keh mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi??? Uski wja yeh hai k kamyabi tb milti agr mehnat sahi direction men ki jaye. Agar hmari direction hi ulti ho to phr kamyabi nhi milni pr nakami ka experience hasil hota. Aam example ha k agar hm drwaza open krna chahty hen aor lock bhi nhi lga hua to hmen doors ko usi side push krna ho ga jidher wo open hoty, lekin agar hm opposite side pe dhakky lgaty rhen to door open nhi hoga.ye misal hr jga apply hoti forex main bhi aor forum pr bhi. I hope you understand
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

    Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai mehnat kamyabi ki Kunji Hai To Hamen chahie ki Ham Fir Bhi ismein Dil lagakar mehnat Karen aur experience Hasil Karen experience Hasil karne ke bavjud Hamesha Mein mehnat Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge To Hamen chahie ki Hamen mehnat karna chahie na ki Hamen Piche Hatna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

      G han dear ap ki bat theak hai kay hum kamyab es waja say ni hotye hain kay uum sorf mahnet tu kartye hain per forum pay kartye hain posts kaliye hala kay humain chye us kay bad bhi humain kafi mahnet karna parti hai yani kay trade ko open karna mai bhi bhut he zayda mahnet karna parti hai tu daikhna chye
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

        Dear brother
        Aik achi baat ki k mehnat kamyabi ki kunji hay yani harkat main barkat hay fotex foum main din raat laga kr apni learning skill ko behtar krna aur daily posts ka target pora krna inshallah ap ki ais mehnat k sila lazmi mily gas
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

          yes you are right my dear friend ku ke mehnat he wo wahid chez he jis ke madad se hum yaha pe kamyabi hasil kar sakte he or apne mizil ko hasil kar sakte hen or zeyada se zeyada income kama kar ache life gozar sakte hen.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

            dear is main sarif hume menat hi nai krni hoti ha hume is main sahi time se sahi order ko place krna hota ha is main menat tu har koi kr leta ha lekin kameyabi hume sarif mind se milti hai agr hum is main soch samj kr emandari se kam krein gey tab hi kameyab ho sakte hein
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

              forex aik online business hain hamy is main mehant sy kam karna chahey agr ham is main tykky laga kar lalach ky sath km kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

                mahnet kanmyabe ka razzz hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha buisness hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai poors mans or job less mans be asane sy kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

                  G my good friends forex ho yaa chaahay koi or kaam ho jab tak hum mehnat nahi karen gy or dill lagaa kar kaam nahi karen gy tab tak kaamyaabi haasil nahi kar saktay issi tarhaaa forex main bhi agar hum kaamyaabi haasil karnaa chaahtay hain to humen chaahiye k mehnat zyaada se zyaada karen q k jitni zyaada mehnat karen gy utnaa hi achi tarhaa market ko samajh saken gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

                    daer friend ap main iss ki reason btata hun k ham kamyab kun nahi hai ham menat tu karty hain mager hamri mehnat un rules k mutabik nahi hoti hai jinn ko follow karny say ham kamyab hoty hain ham mehnat tu karty sara din market main bethy rehty hain jab tarde krty hain uss tiem ap nay kabhi note kia hai k kia meri yeh trade rules k mutabik hai ager nahi tu ap jitni bhi mehnat kar rahy hain ap ko uss ka koi bhi faida nahi hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

                      G ha mn ap ki is bat sy totally agree karta hn mehnat to kamyabi ki kuncji h mager ham is lye is mn kamyab nhe hosakty kun ham log is mn mehnat nhe karty aur na is ko pora pora time dety hn aur na hi is ko samjh kar karty hn aur na koi proper teacher rakhty hn so ham is mn nakam hn
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kamyabi ki kunji phr hm kamyab kyun nahi???

                        dear sar yah Baat theek hai mehnat kamyabi ki kunji Hai lekin ismein Ham khud mistake karte hain jaise ki Ham trading mein laalach karte hain jald baat bhi karte hain overtrading emotional trading iski vajah se Ham achcha profithasil nahin kar sakte aur kamyabi nahin Mil sakti jab tak Ham in se divide nahin karenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X