Account wash k nuqsaanath.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash k nuqsaanath.
    Dear fellow's maray khyal may agar aap forex trading may profit karay ya na karay aap ka account wash nahee hona chahiay kionka account wash honay k sab say ziada nuqsaan ye hay ke per aap trading say cut jathay hay our aap market ko monitor nahee karthay jis me Waja say aap ka trading skill I prove nahee hotha our dhosra ye k aap ko apnay pair jis par aap trading karthay hay oske movements k analysis karnay may problems pesh aathay hay is k bajaaye agar aap trading k saath touch ho tho aap ko ek time asa be mil sakhtha hay jis may aap market say ziada faida uta sakhthay hay is liay koshish karay k aap ka account wash na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash k nuqsaanath.

    Ap ka account wash ho jey tou es ka main nuskan tou ya hai k ap ko phr sey investment krna hai. Agr ap ney profit hasil krna hai. Likan jab ap ka acccount wash ho jey tou phr ap apni strategy ko improve krey. Aur trading key sub tools ko apply krey. tou trade krey. Ap ka account wash nahi ho gy.
    • #3 Collapse

      Re: Account wash k nuqsaanath.

      G han dear jub account wash ho jata hai tu us ka humain kafi nuqsan hota hai yani kay aisa samjhain hum faragh he ho jatye hain yani kay na market pay nazar hotye hai aur na anylisis waghaira pay kiyu kay hunara account jo wash ho jata hai tu pher waite karna mai he humara faida hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Account wash k nuqsaanath.

        Ji han bhajan Apne bilkul theek hai main Bus Itna Kahana Chahunga Ke Jab Hamara account hota hai to bahut hi Pareshan Ho Jaate Hain Jab Ham Hamen bahut hi jyada profit on sale hoti hai to aap bahut hi jyada khush ho Jaate Hain bhai jaan agar aap Khush Hona chahte ho to aap se chatting Kare aur ek plate Banakar Kare tabhi Aap Ko nuksan Nahin Honge aap ko aur aapko bahut hi jyada profit Hogi
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Account wash k nuqsaanath.

          Ji bhi shukryaa ap ka information daine k lye bhi mai khud nyaa ho jab ap jaise bhi achi oost krte hai to hmai bht faidaa htaa hai bhi koshish to bht krtaa ho k accou t khaali naa ho lakin kbhi khalti hoo jaati hai inshallah next yime care kro gaa
          • #6 Collapse

            Re: Account wash k nuqsaanath.

            Account wash honey ka multab hai k ap ney over trading ki hai ya phr ap ney lalach ki hai jis ki weaja sey ap ka account wash ho kia hai. Ap ka account wash ho kia hai tou ap ko phr sey trade krney key lye investment ya bonuses hasil krna hai aur ap trade kr sakty ho.
            • #7 Collapse

              Re: Account wash k nuqsaanath.

              forex ke karobar he jis mein hum account ke wash hony ke bad humra rabta trading market cut jaty hein or trading ka experience or knowledge gain nae hota he forex aik jaldi se hum trade ko fix kerny per hum preshan ho ke trade ko galat place kerty hein is tarhan hum loss ker bethty hein forex aik kamuyab trading platforum he jis mein hum apni life ko asan banty hein
              • #8 Collapse

                Re: Account wash k nuqsaanath.

                g haan agar hamra account wash ho jata hai tu hamre paas profithasilkarne ke liy kuch hai rishta as liy hamein chahye hai kee ham as main ache se ka kare aor as ain apne account ko wash hone se bache tu h ham as man kamyab ho sake ge aor ham as forex trading main se bohat kuch hasil kar sake ge
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash k nuqsaanath.

                  forex aik world wide karobar he jis mein hum account ko wash hony se bachany ke ley trasde ko open or close kerny per stop loss or take profit lagana chahy forex aik trading jke knowledge or experience ko puri dunyan mein share kerty hein or kamyabi hasil ker ke profit ko hasil keerty hein forex aik kamyab karobar he jis mein hum apni needs ko pura kerty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Account wash k nuqsaanath.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                    Dear fellow's maray khyal may agar aap forex trading may profit karay ya na karay aap ka account wash nahee hona chahiay kionka account wash honay k sab say ziada nuqsaan ye hay ke per aap trading say cut jathay hay our aap market ko monitor nahee karthay jis me Waja say aap ka trading skill I prove nahee hotha our dhosra ye k aap ko apnay pair jis par aap trading karthay hay oske movements k analysis karnay may problems pesh aathay hay is k bajaaye agar aap trading k saath touch ho tho aap ko ek time asa be mil sakhtha hay jis may aap market say ziada faida uta sakhthay hay is liay koshish karay k aap ka account wash na ho.
                    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Jab Hamara account wash Hota Hai To Ham mentally Taur per upset Ho Jaate Hain aur Hamen bahut jyada Bura feel hota hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham Forex trading Mein acche se Achcha kam Karen Taki Hamare account wash Nahin Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Account wash k nuqsaanath.

                      hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai markte ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash k nuqsaanath.

                        assalam walekum Pyare bhaiyon ummid karta hun ki aap sab theek Honge main sirf Itna Kahana Chahta Hoon ke account was hone ka tab Hamen Khatra Hota Hai Jab Hamen trade laws per Ja Raha Hota Hai To Hamara account band ho sakta hai Hamen chahie ke galon Mein Ja Raha Hai To Ham trade ko vahin rok den thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Account wash k nuqsaanath.

                          salam dosto... ap ka accpount us wkt wash ho jata hy jb ap[ overtrading krty hn aurap ka lot size zeada hota hy ap km time mn zeada profit lany ka risk laty hn tb ap ka ccount wash ho jata hy forex aik sbr aur sbr aur sbr ki intaha waala kam hyy dosto...
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Account wash k nuqsaanath.

                            Account wash honay kay boht say nuksanat hotay hainl. jesay kay trader ko dobara account main aur forex main trading kernay ka moka nahi milta. trader apni sari investment loss ker leta hay aur dobara wo live trading kernay kay kabil nahi rehta. trader account wash honay kay bad apnay loss ki waja say zehni be chaini ka shikar ho jata hay jo kay us ko mentally tour per damage kerti hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X