HAMMER CANDLESTICK CHART PATTERN
Hammer candlestick chart pattern aik technical analysis ka method hai jo price reversal ko indicate karta hai. Yeh pattern aksar market ki bullish reversal ko pehchanne ke liye use hota hai. Hammer candlestick aik choti body aur lambi neeche wali shadow se mil kar banta hai. Yeh pattern tab banta hai jab opening price aur closing price kareeb ho, magar trading ke doran price neeche jata hai lekin baad mein recover ho kar close hota hai.
FORMATION OF HAMMER CANDLESTICK PATTERN
Hammer pattern ka matlab yeh hota hai ke sellers ne market ko neeche push karne ki koshish ki, lekin buyers ne control sambhal liya aur price ko upar le aaye. Yeh bullish reversal ka signal hota hai, jo ke suggest karta hai ke market ab upwards move kar sakta hai. Hammer candlestick chart pattern aik powerful tool hai jo traders ko market mein entry ya exit points identify karne mein madad karta hai. Iski sahih pehchaan aur tasdeeq se profitable trading decisions liye ja sakte hain.
CONFIRMATION
Hammer pattern tab zyada reliable hota hai jab next day ki candle bullish ho aur higher close kare. Is tasdeeq se traders ko yeh yaqeen hota hai ke reversal waqai mein ho raha hai. Agar kisi stock ka price $50 per open ho aur trading ke doran $45 tak gir jaye, lekin close hone se pehle wapas $49 tak recover ho jaye, to yeh hammer pattern banta hai.
IMPORTANT POINTS
1. Hammer pattern aksar downtrend ke baad banta hai.
2. Neeche wali shadow kam az kam 2 times body ki length honi chahiye.
3. Upper shadow ya to bohat choti ho ya bilkul na hy.
INITIAL STEPS
1. Downtrend mein hammer pattern ko dhoondhain.
2. Pattern ki confirmation ka intezar karein.
3. Stop-loss levels ko define karein takay risk manage ho sake.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим