kia hm apna invest kia hua pasa wapas nikal sakta han forex sa?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2191 Collapse

    Ge kun nai apni invest ki hoi raqam wapis b le sakty hain aur kisi wakt b ap nikalwa sakty hain.lekin ye hai k ap ko agr kaam at hai ut apka experience acha hai to ap apni invest ki hoi raqam sy profir lyn aur earning karyn...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2192 Collapse

      yes dear aap nikal sakty ho apna invest kiya hoa paisa but agr loss ho jaye to aap remaining amount nikal sakty ho capital-loss=remaining amount is liye loss ka khayal rakho
      • #2193 Collapse

        Agar to aap ki investment running main hy to jo remaining amount hy aap is ko nikalwa saktey hain, lekan agar aap ki amount loss main chali gayee hy to aap is ko nahi nikal saktey. Is leye hamain buhat careful rehna aur dhayan key sath trading krni hy takeh ziada loss sey bacha ja sakay.
        • #2194 Collapse

          Jab loss ho gia to phir wapas kaisey ho sakta hy. Jo amount running main hy us ko nikalwaya ja sakta hy. Hamain utni hi amount invest krni chaheye jitni hum afford kr saktey hain. Agar aik bar loss ho gia to phir us ko recover krna buhat mushkil hota hy. Small volum of lots use krain takeh ziada loss sey bacha ja sakay.
          • #2195 Collapse

            jn dosto ny forex ma pasa invest kea hua ha wo apna pasa kasi b waja sy niklwna chatian hn to wo nikalwa sktian hn is ma koi problem nai ha or wo chorna chatian hn to chor b sktian hn.
            • #2196 Collapse

              G bilkul agar ap forex ke business ko chorna chahte hai to jis payment processor ke through ap ne investment ki hai usi ke through ap apna paisa withdraw bhi kar sakte hai bohat hi simple hai.
              • #2197 Collapse

                g bhai agr ap ne yaha pr deposit kr liya ha aur ap chahty hain kay ap kay lye ye business thek nhe ha ya ap yaha pr work nhe krna chahty hain to ap apni mrzi se apny paisy wapis withdraw le skty hain lakin ye us wqt he le skty hain agr ap ky account ma wo mjood hoon yani ap ne trade na ki ho kyu kay trade kay baad to profit aur loss pe amount aur ho ge .to ap le skty hai
                • #2198 Collapse

                  G han ji is business me hm agr invest karty hain tu zehri c baat ha us ko nikal b sakty hain is iliye ye business online business me se sb se best business ha kyun k is business ne hmen bht hi zyada opportunites di ha or is business se best or acha business koi nahi ho sakta ha
                   
                  • #2199 Collapse

                    G han hm is business me jitna bhi invest kareen hm us ko asani se nikal sakty hain ye business aik asa business ha jis ne hmen kafi achi opportunites di ha or ye business aik asa business ha jis me hm jitna chahe utna invest kar skaty hain or success b ho sakty hain asy hm
                     
                    • #2200 Collapse

                      is kay baray me me apko abi nai bata sakata ho kyu kay mnainay abi tak is business ko real investmnet say star nai kiya hai abi me learn hi kar raha ho ta kay aik acha trader bun kay market ko face karo`
                      • #2201 Collapse

                        NO sir mere kiyal me ager ap is me apna money invest kar dety ha to ap ko sirf us me trading he karni hoty ha our ap us ap wo money nahe withdrawal kar sakty ha jo ap ne kud is me invest kiya hota ha our han ap is me profit withdrawal kar sakty ha chaye wo bonus forum sy ho ya real account sy ho.
                        • #2202 Collapse

                          jnab humain jab trading main money ko invest kia to humain is main agr bahir nikalna hay to koi problem nai hay hum investment ki niklwa saty hain humain trading main agr success hasil karni hay to huamin is main practice kanri ho gi
                          • #2203 Collapse

                            jnab hum jab trading main invest karty hain ti humain is main agr apni investment chahiye to hum is main investment ko niklwa sakty hain is main koi issue nai hay or huamin trading main practice kar kay kam karna ho ga ta kay huamin success hasil ho saky
                            • #2204 Collapse

                              G han hm is business me invest kiah howa pasa nikal sakty hain wapis isi liye ye business best ha jis ne hmen kafi achi opportunites di ha or is business me hm jitna b invest kareen us ko hm asani se nikal sakty hain or profit ko b nikal sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2205 Collapse

                                jnab hum jab trading main investment karty hain to huamin is main kam karna ho to hum kam kar kay is ko use kar sakty hain agr hum is main use nai karna chaty hain to hum is main niklwa b satky hain is main koi issue nai hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X