Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen
    Dears indicators k bary mein agr bat ki jaye tu ye sirf hamari trading mein help kr sakty haen laikn en pe fully depend ni kiya jaa sakta. Hr trader apny liye aik acha indicator select krta ha tu mera ap sb se ye question ha k ap kon sa indicator use krty haen aur ap ka us k sath kaisa experience raha ha ab tk mein apni bat kroon tu mein bollinger band kafi time se use kr raha hoon aur mera es k sath experience bht acha raha ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

    Assalamu alaikum my dear friend and all member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han bilkul theek hai ki 4 MT kar Diye Gaye indicator mein se Ham vah indicator use karte hain Jo Hamesha profit De
    • #3 Collapse

      Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

      Dear brothers mt4 k saaray indecators buhut ziada mufeedh hay our agar koi member is say apna trade plane karay tho buhut faida it's sakhtha hay may personally RSI indecators no use kartha Hoon our may nay apna RSI 25 to 80 rakay hoa hay jis say may apna trade plane kartha Hoon lekin may aap ko ek baath bathaa Doon ke kabhi kabhi ye indecators be dhoka dathay hay jasay me agar kise pair ka trend ban jaaye our agar aap os waqth RSI k hisaab say trade open karthay hay tho per aap no buhut ziada loss ho sakhtha hay even aap ka account be wash ho sakhtha hay is liay agar koi indecators use karnay be ho tho is may be pair k trend ko zaroor dakay.
      • #4 Collapse

        Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

        Dear ma new hu or muje indicator use ni karny aty ma es month trading sharu karo ga or ma zarur apny senior sy pocho ga k wo kon sa indicator use karty hai es waqat ma es py kio comment ni karna chahta but thank for ur thread k kuch new sekhny ko mele ga warna bhot member wo he thread repeat karty rehty hai
        • #5 Collapse

          Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
          Dears indicators k bary mein agr bat ki jaye tu ye sirf hamari trading mein help kr sakty haen laikn en pe fully depend ni kiya jaa sakta. Hr trader apny liye aik acha indicator select krta ha tu mera ap sb se ye question ha k ap kon sa indicator use krty haen aur ap ka us k sath kaisa experience raha ha ab tk mein apni bat kroon tu mein bollinger band kafi time se use kr raha hoon aur mera es k sath experience bht acha raha ha.
          Assam Alaikum indicators ko use karna Hamare experience or knowledge per depend Karta Hai Kyunki indicator Koi simple indication Nahin dete Jisko Har Koi samajh Jaaye indicators per kam karna bhi bahut jyada difficult hai mere Khyal Mein relative strength indicator Achcha indicator hai
          • #6 Collapse

            Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

            99% indicator ap ko sahe kam nahe kare dete ku ke real market me ap ko jo kam karna hota he un me koi bhe indicator perfectly kam nahe karta is leye in ke chaker me naparen or apne trading jare rakhen or mehnat se kam karte rahen to kafi fida hoga ap ko.
            • #7 Collapse

              Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

              forex aik acha business hain hamy is mai mt4 ko use karna ho ga hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik legal busness hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

                forex ke karobar mein hum traing market mein Mt4 mein inicatorrs ko pairs ke hesab se hi istemal kerty hein forex aik online kaorbar he jis mein hum apni life ke nees ko pura kerty jhein forex aik kamayb karobar he jis mein hum patience ke trae kolaga ke traing market ke best time of traing ka wait kerty hein forex aik live traing sysytem he forex aik waorld war he
                • #9 Collapse

                  Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

                  mere Bhai natak mein tere phone mein ya metatrader 5 mein sim hi bhej raha hai lekin yah hai ki mera v jo hai uski soch rahe thode se advance hai lekin main mein se Koi jyada indicator juice nahin karta balki main sirf aur sirf technical per use karta hun karta hun apne signal create karta hun
                  • #10 Collapse

                    Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

                    mt4 aik acha terminal hain hamy is ko or RSI indicator ko use kar ky market mai amount invest karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik wasee businss hain hum is mai ache learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam karna ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mt4 mein diye gaye indicators mein se ap kon sa indicator use krty haen

                      Dear mt4 main boht sy indicator mojod hain likn har trader apny hasab sy indicator use karta hai jis ke us ko samj ati hai likn zaida tar trader candle stick kause zaida karty hain our un ky sath our b indicator use karty hain jesy ky pera bolic our b boht sy hain jin ko app samj sakin

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X