jis ne mahnat ki wo kamyab hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jis ne mahnat ki wo kamyab hai
    My dear all member of pakistan forex forum assalam o alikum umeed kerta hon k aap bilkul teek hon ge main ne aj aap se kaha hai k joo forex main mahnat kerta hai wo kamyab ho jata hai mahnat se he kamayb i milte hain kamyabi k liye mahnat bahut zaroori hai mahanti kamyab hio jata hai chahe wo ko bhee ho chahe junior ya senior.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

    Jo log forex trading men mehnat nhi kartay aur bagher mehnat k profit hasil karnay ki koshish kartay hen unn ko ziyada loss ho jata hey iss liay woh nakam ho kar trading chor jatay hen aur shuru se hi mehnat kartay hen woh hi kamyab trader bantay hen aur mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey
    • #3 Collapse

      Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai jo log Forex trading mein mehnat Nahin karte aur bagair mahine ke Kamyab Hona Chahte Hain unko lossi Hota Hai hi aur Jisne ismein mehnat se kam Kiya acchi Tarah Soch samajhkar aur Sikar Rahi member ismein Kamyab hua han aur Achcha trader banaa isliye Hamen chahie koi bhi kam ho ho yah Forex trading ka ho Agar Ham Ka Mahina se Karenge To Hamen hi kamyabi milegi thanks
      • #4 Collapse

        Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

        Forum py kfi members kaam kr rhy or un main kuch males hain or kuch females bhi hain lkin male hna ya female hna koi ehmiyat nai rkhta ehmiyat to is bat ki hay k dil lga kr mehnat ki jaey jo koi bhi mehnat kry ga wo kmyab ho jaey ga
        • #5 Collapse

          Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

          g han jis ne mehnat ki wo kamyab ha forex ma kam yab hone ke liye ap ko bopht mehnat se kam kerna ho ga kyun ke mehnat ke bagair kamyab hona mushkil ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning keren ge is liye humesha mehnat ko jari rekhen mehnat hi kamyabi ka rasta ha
          • #6 Collapse

            Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

            Dear friend mahnat karny say kameyabi melty hy as leye forex ko join kar k jo mahnat karty hain wahi kameyab hoty hain aksar log kuch dino k bad forex main kam karna chor dety hain qu k woh mahnat say darty hain aur onvko kameyabi bhi nahi melty as leye ap ko chahye k as main getna ho saky mahnat karty raho
            • #7 Collapse

              Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

              Thek kaha forex me Jo mehnat karta ha wo he is me kamiyab hota ha mehnat kie beghair koi bhi kamiyab nahi hota kisi bhi kaam me kamiyab hone ke liye mehnat karna must hota ha forex me kamiyabi ka aik he raasta ha aur wo ha mehnat forex me short cut se kamiyabi nahi milty kamiyabi hasil karne ke liye mehnat karna party ha mehnat karne walo ko aik na aik din kamiyabi zaroor milty ha
              SUMIYA TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

                bilkul theek jo mehnat krta h wo kamyab ho jata h her wo aadmi jis ny mehnat ki usy us ki mehnat ka sila zaroor milta h forex ki misal hi ly lain jo aadmi forex pr jitni mehnat krta h usy utna hi faida hta h or us ki life utni hi easy ho jati h
                • #9 Collapse

                  Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

                  Sir yeh bhot he acha or bhot he bara business hain hum iss main mehnaat karta hain tbahi humain iss main kamiyaabi milti hain humain chaiye k hum iss main jis tara be kam karye humain kamiyaabi iss main usy soraat main milti hain jab hum iss main dil laga kar kam karye or woh he iss main kamiyaab ho sagta hain joh iss main mehnaat karta hain humain mehnaat karni chaiye kamiyaabi humain hud bah hud mil jati hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

                    je forex aik boaht hi asha online business ha jis ma ham thoday se capital se huge profit earn kar skatay hain, lakain forex trading ma wohi kamyab hota ha jo is ma mehnat karta ha, q k forex trading aik risky business bhi ha, jis ma loss honay k chances bhi hotay hain agar ham ghalt trading kartay hain, to jis ne bhi forex ma struggle ki wohi is ma kamyab hota ha, to mehnat hamain forex ko learn karnay ma karni chaye aur dosra hamain forex trading ki demo pe ashi tarah se practice karni chaye q k mehnat k bagair koi bhi forex trading k business ma kamyab ni ho sakta ha, is lye forex trading ko ziadah se ziadah time dain, aur khas kar is forum ko time dain tak learning k sath trading bonus bhi milay
                    • #11 Collapse

                      Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

                      Asslam o Alikum dear all respected members, bhai nay bohat hi achi post ki hai or apna experience b forex ka share kartay howay bataya hai kay jis nay mehnat ki hai wo hamisha kamiyaab howa hai. Is liye hamen har field ma hi mehnat karni chahye, specially forex jo kay hamen bina investment business karny ka mooka farham karta hai is liye hamy is business ma khoob mehnat karni chahye or mehnat kabhi kisi ki raay gan nahi jaati.
                      Asslam-0-Alikum, dear respected members
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jis ne mahnat ki wo kamyab hai

                        Haan dear aaisa he hy jes ny mehnat ke woh kameyaab hy q keh yahe mehnat he to hy jo kameyaabi delaati hy jess sy profit ham hasel krty hain woh uahe mehnat hy dear agr iss mehnat ko choor deya to samjhoo apny profit ko choor deya to dear apan profit lose naa krin yeh apki mehnat or apka haq hy iss earn krin

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X