Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.
    Dear member trading sab he karletay hain chahay tukkay se krain ya samajh k krain.lekin aik baat jo sab se aham hai trading main kamyabi usay he hasil hoti hai jo apnay emotions ko khatam karketa hai trade profit main ho ya loss main us admi k emotions same rehtay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

    yes bro hume is main lalach se kam nai krna hota ha apne emotional ko control krna chaiye ur hume is main soch samj kr kam krna chaiye is main money management ko dekh kr hume kam krna chaiye warna hume is main lose ka samna krna par sakta ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

      Yes forex business ma emotion ko control rakhna he hamry lae behtar hai agr loss ho jae to hany mayoos ni hona chahe or khud ko regain karna chahe jetna jaldi ham khud ko sambal lyn gy to behtar hai similarly agr profit ho gya hai to had sy zayda khus hony sy next trade ma concentration distrub ho jae gi js sy agle trade ma he loss ho sakta hai hope u got my point
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

        G han dear ap nay bahut achi bat ki hay, ek kamyab trader wahi hota hay aur loss aur profit dono sorto main khud par control karta hay aur kabi bi emotional trading nai krata aisay trader ko chahay loss aay ya profit aay woh next trade market ko achi tarah anlayse kar hi open karta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

          Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
          umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
          yes si hum ko as mien aa ker her bar km karna hot hai or haain s mien a ker emotions ko khatam krna hota hai agar hum as mien emotional ho ker trade open kerty hien tu hum her bar apna big loss kr sakty hien as lye hamain emotions ko aik side per karna hota hai or earning karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

            G han thek kaha apny k hume sirf trade lagane sy gharz nahi honi chaye balkay hume trading ka mukammil knowldeg or experince hona chaye k hum trade ye such k karen k hume is main kamyab hona hai or profit earn karna hai sirf tukkay par trade nahi ho sakti..
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex king1 پيغام ديکھيے
              Dear member trading sab he karletay hain chahay tukkay se krain ya samajh k krain.lekin aik baat jo sab se aham hai trading main kamyabi usay he hasil hoti hai jo apnay emotions ko khatam karketa hai trade profit main ho ya loss main us admi k emotions same rehtay hain.
              Assalam walekum yah Baat bilkul theek hai Forex trading business mein jo log Apne emotions ko control nahin kar Business mein kamyabi Hasil nahin kar sakte Kyunki College Mein Jab aap tradeco open karte hain aur vah loss Mein Chali Jaati Hai aur Agar Ham Apne emotions ko control Kar Ke Sabar kar lete hain tab hi Hamen successful trader Ban sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

                G bilkul 100% theek kaha jis banday ne trading k diran apnay emotions khatam karliay us ne trading ki skills ki samajh lia kiun k aksar log isi emotions k hathon tang aa k loss karwa letay hain baad main wohi trade profit main ja rahi hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

                  forex trading main agr hum apny emotions pay control nahi kar skaty hain to is se hum bahoot baray loss main jaty hain aur humara account b wash ho sakta hai is liye sub se phly apny emotions pay hume control krna ana chahye aur phr he hum trading karni cahhye taab he hum successful ho skaty hain kyu k emotions hume loss ki tarf lay k jaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

                    hamy emotions ko 100% avoid karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hian is mai km karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex ai kamm business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main emotions ko khatam kar k trade karna chahiay.

                      agr ham emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain loss sy bachny ky liye ky emotion or lalach ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham kamyabi haisl kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main hamara koi boss nahi hota

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X