Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki information h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki information h
    Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum dear friends forex market min trade open krty wqt us k bry min information save kr len phr ja k trade lgy ta k ap ko profit ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki informati

    Assalamu alaikum my dear friend and all member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han yah Baat bilkul theek hai kya rate open karne se pahle market ko analysis karne kyon kya Garam analysis market ko kar lenge To Hamen information ho jayegi ki market ki movement kaisi hai aur ham Ek acchi aur Kamyab trade Laga sakte hain aur trailer Lagane se pahle Hamen chahie ekadam account per practice Karen Taki vahan se main Achcha knowledge or experience real trade Lagane ke liye Hath se lo aur Fir Bhi Agar Hamen Apna knowledge or experience kam Lage Hamen chahie ke apne senior member se kuch knowledge Hasil Karen UK hamare pass Jitna diya tha na lage Hoga Ham utna Chhapra se chal kar sakte hain aur Kamyab writer Ban Sakte isliye Mujhe chahie ke pahle Na Lage Sant Karen Uske bad trailer Gaya aur trade Lagane se pahle market analysis karna bilkul Mat Bolo Kyunki Agar Ham trade Lagane se pahle market Mein Karenge To Hamen is lost hone ke chances bilkul khatm Ho Jaate Hain aur Achcha profit Hasil hota hai isliye main chahie ki market ko pahle analyses Jarur Karen train Lagane Se Pahle
    • #3 Collapse

      Re: Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki informati

      G han trade open karny me agar app asani chahty ho aur app ye chahty ho key app ka trade profit me be change ho jaye to es key ley zarori hay key ham market ka jaiza len, ye jaiza technical base par be zarori hay aur fundamental base par be complete jaiza leny ki koshish karni chaye, market ka jaiza leny ka faida ye hota hay key traders esy level ko define karny me kamyab ho jaty hey jo best entry ka ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki informati

        gee han bilkal hume koi be trade open krne se phaly market k analysis ko achi tra fallow krna chaiye taqy hum is main experince hasil kr sakey ur hume market ki next movement ka anadaza ho sakey hume is main mil jul kr kam krna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki informati

          G bilkuk sahi traiqa hai ye ager trade lagatay waqat hum apnay aanylsis ka aik screen shot le lein to baad main ager hamari trade los main jati hai to humain oata ho ga k hum ne yahan kia ghalti kardi thi jis ki waja se trade loss maain gai.
          • #6 Collapse

            Re: Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki informati

            Waa yes trading sy pehle market ko jetna observe kar lyn behtar hai hamry pass market ki jetni info ho gai utna he hamy earning ka chance zayda ho ga es k lae candle stick ik behtreen tool hai or ik bar trade open kar di hai to phr wait karyn loss ma b agr trade ho phr b close na karyn sabar karyn maximum trades sharu ma loss ma hoti hai after sometime profit ma ah jati hai hope u like my post
            • #7 Collapse

              Re: Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki informati

              اصل پيغام ارسال کردہ از: arifhunjra پيغام ديکھيے
              Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum dear friends forex market min trade open krty wqt us k bry min information save kr len phr ja k trade lgy ta k ap ko profit ho
              Walekum assalam yah Baat bilkul theek hai kya agar humne Forex trading business Mein successful hona hai to apni trade ko open karne se pahle a forex market ke analyse karna bahut jyada Jaruri samajhna chahie aur jab trade open ho jaaye to use ke Kuchh ghanton bad bhi market ko analyse Jarur karna chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trade open krty waqt forex p market ka analysis kr len ta k ap ko us ki informati

                g bilkul sahi kaha hai jab b trade open kaarin us se phly zaroori hai k market ko analyse kar laain kyu k analyse se hum market ki situation ko read kar skaty hain aur ye dekh skaty hain k ye humari favor main hai ya nahi hai agr humari favor main hai market aur is se hume acha profit gain ho raaha hai to hume trade ko open kar laina chahye is opportunity ko zaya nahi karna chahye.

                اب آن لائن

                Working...
                X