Trading aur time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading aur time
    forex trading mein time ki adjustment bahut zaroori hai iss ki wajah yeh hai kay kuch log profit kay chakar mein din rat lagay rehtay hain aur aisay logon ki health kharab bhi ho jati hai iss trading iss tarah karin kay aap ko rest bhi milay neend bhi poori ho phir aisay mein jo trading ki jati hai woh zayada kamyab hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading aur time

    trading or time dono hi zarori hoti ha profit kaliya agr ap trade karaha ha or agr trade ka sath ap time ko manage nai karanga to ap loss ma jahanga or ap profit ka chakar ma loss kar bathanga pasay sara or ap ka acount khali ho Jaha ga is liya ap ko trading or time dono ko sath la ka chalna hota ha trading zarori ha earning kaliya magr time manage nai kiya to earning sa loss ma ap ko ana ma koi waqat nai laga ga
    • #3 Collapse

      Re: Trading aur time

      Forex market 24 ghante open rahti hai Har Waqt market ko analysis Karte Rahana chahie Jitna Jyada market ko time Denge utani hi acchi trade open kar Sakenge market ki moment ka koi pata nahin Hota kab Achcha move kar jaen market bahut time Dene Se Hi acchi entry Laga sakte...
      • #4 Collapse

        Re: Trading aur time

        Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy forex trading buisnes ki ye khoby hy ke ap is ko as a part time job ke tour per bh ker sakty hn aur apna qeemty time bh save ker sakty hn forex trading ko join kerny se ap ke daily ki life mutasir ni ho ge
        • #5 Collapse

          Re: Trading aur time

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          forex trading mein time ki adjustment bahut zaroori hai iss ki wajah yeh hai kay kuch log profit kay chakar mein din rat lagay rehtay hain aur aisay logon ki health kharab bhi ho jati hai iss trading iss tarah karin kay aap ko rest bhi milay neend bhi poori ho phir aisay mein jo trading ki jati hai woh zayada kamyab hoti hai
          As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai Forex trading gay Mein Hamen Ek acche time ka wait Jarur karna chahie Kyunki market ki movement every second hoti hai aur ek experience aur successful trader yah Jaanta hai ki Achcha time Hamen market ki moment ko observe karne se hi Milta Hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading aur time

            Gee haan forex mein kaam kertay huay humain apni health ka lazmi khayal rakhna hai her waqt humain forex mein hi kaam nahin kertay rehna chahyea balkay humain forex mein kaam kernay kay lye bhi time select kerna chahyea aur ussi time mein trade kerain aur jaldi na kerain aur apnay aaraam ka khayal rakhain
            • #7 Collapse

              Re: Trading aur time

              G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, hamain trading aisay karni chaheay kah hamari personal life disturb na ho, q kah bahut saray traders trading ko etna time detay hain kah un ki sehat kharab ho jati hay, hamain aisay nai karna chaheay bal kah trading k sath sath apni personal life ko bi time dena chaheay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading aur time

                forex aik online business hain ham is main apni marzi sy time table bna kar is main 24 gantho main sy kisi be time trading kar sakty hain or acha profit ern kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar skty hain ham gar main beth kar be is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading aur time

                  Kya Aap Yahan per kis strategy ke sath kam karna hai acche wali training aapko acche wali strategy Deti Hai kam karne ke liye aapko chahie ki information janne Se Mile Aaram ke sath Jisko get Karle information ke sath Agar aapko kam ke time per Yahan per nuksan ho jata hai aap Logon Ko chahie ki aapko Yahan per Apne nuksan se business ko watch Karte Rahana chahie isko sikhana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading aur time

                    G ap ki bat perfect hy ky trading ky ley tim bahot lazmi hy is ko ziada sy ziad wakt dyna cahahey . Trading main jitna tim lagy pher profit bhi acha ay ga. Market24 gahnty kohle hote hy trading main jitna focus karin gy utna ziada nafa hy .Trading karty wakt is ka kam bhi sik a chahey .Agar kue tarade ap ke ghalat lag ge to ap ka accony bahi wash ho sakta hy Lihaza trading ko ziada tim dyna chahey kun ky jitna tim do gy utna ap ka profit banay ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading aur time

                      hum forex mai live trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai kam kam karny ky liye hamy kise be ofice mai jany ke zarorat nahi hote forex aik acha busiens hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading aur time

                        as-salamu alaykum bhaijaan trading aur timing is business mein bahut important hai aur sath mein mehnat bhi agar Ham trading mein timing banakar trade Karen aur Pakistan forex mein posting ke liye bhi timing bana le tu bahut jald hi kamyabi hasil kar lenge kyunki timing ke sath chalne wala number hamesha successful hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading aur time

                          mere Bhai agar main apne experience ki baat karun to trading ka jo bus time hai Pakistani time ke mutabiq trading karne ka behtarin time sham ke 6:00 baje Hainkyunki is time New York ki jo market hai vah open hoti hai aur jab bhi New York market open hoti hai to market mein Teri yad aati hai aur jab Teri yaad aati hai tab aapka faisla jaldi ho jata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading aur time

                            Gee han hum din raat chart screen par price ko daikh kar apna target pura nai kar sakte hum ko chayie k hum sham ko 3 hour forex trading kare q k sham time london and new york ki market open hoty hai movement b zaida fast hoty hai baki time se ya phir long trading laga kar trade ko bhul jay target set kar de koi or kam karte raho new paisa kama kar invest karo isy tarah karna account capital ko safe rakhta hai zaida profit b banta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X