how to select lot size..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to select lot size..
    Aslam o Alikum dear traders umeed hai sab khairyat say hun gye seniors traders say mera sawal hai kay lot size ko kis tarha select kiya jata hai or kasa lot size select kiya jata hai jis say ziyda say ziyda acha profit earn ho hum sab juniors traders janna chahty hain kay lot size select karna batain ta kay humain bhi achi earning ho bohat say traders lot size galat select karty hain jis ki waja say wo loss ko uthty hain beshak loss bhi forex business ka ek hisa hai mager jis tarha loss say bachty hoe lot size select karna chahye ap seniors zaror share karain apne thoughts shukriya...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: how to select lot size..

    Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji bilkul theek hai ki Hamen lot size ka select Jarur karna chahie ki Hamen lot size kam Rakhna hai jaldi Yad are Hamen chahie ki agar Hamara account balance kam Ho To Ham kam lot size rakhen Taki Hamara account Vasna ho aur Hamesha profit Hasan kar sake ISI Tarah Se Ham Ek Kamyab trader Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: how to select lot size..

      yahan se Forex trading ke liye experience Yahan per bahut jyada mat bol sakte hain kaun Fida sakta hai Jiske Sath Sath Agar Ham Log Yahan per market ko stable method ke sath Lekar Chalte Hain To Hamen kam karne ka method Aur Bhi Jyada acche se marriage ho jata hai Ham Logon Ko chahie ki Yahan per kabhi bhi nuksan Ki Taraf Na Jaaye
      • #4 Collapse

        Re: how to select lot size..

        Farwa ham kbi kese ko exact lot size ni bata sakty kiu k ye hamary account balance py depend karta hai agr balance kam hai to sb sy kam lot select karyn es sy apko umeed rahy gi k ap loss ma b wait kar sakty hu k trade k profit ma jany ka but es ma sabar must hai kuch log es point par jaldbazi sy sb earning zata karwa bethyn hai
        • #5 Collapse

          Re: how to select lot size..

          Dear forex trading mai jab mt4 terminal pay trading kertay hain or waha pay koi trade open kernay kay liye window open kertay hain tab waha pay uss window mai aik option volume ka ata hai. Volume ko lot size bhi kaha jata hai. Waha pay volume ya lot size ko select kia jata hai. lot size hamesha apnay account kay balance kay mutabiq kia jata hai takay trading achi ho sakey
          • #6 Collapse

            Re: how to select lot size..

            foex main hamy high amount invest kar ky kam karna chahey per he hum acha profit gain kar sakty hain hamry account main jtna blance ho ga hum utna he lot laga sakty hain hamy experience or knowledge or hasil kar ky lot lagany chahey ager hum poor hain to hum is main kam kar ky pasa kama sakty hain yai international business hain
            • #7 Collapse

              Re: how to select lot size..

              lot size km sy km rkhna chahea taky ap choti trade aaur bre trade b ly skain is lia lot size km rkhna hi best hy.
              • #8 Collapse

                Re: how to select lot size..

                Dear brother
                Forex trading main apny account ki equity k hissab say lot size k kam say kam rakhna zaroori hay takeh hum mazeed lot k istimal kr saky agar khuch trade main humy loss ho raha aur khuch main profit pir yeh kaam baraber ho jata hay banisbit aik pair main big lot k istimal kr lain
                • #9 Collapse

                  Re: how to select lot size..

                  Lot size ka use kisi b trade me ap k capital pr direct effect karta a is liey lot size apny captial ko dekhty huwy use Karna chiey mery khyal k mutabaq agr Ap ka balance 100 se km a to currencies pr 0.05 se zaida ka lot size use na kary aur is tara agr 200 tk a to lot ka b double kr ly, oil aur metls pr 100 tk Captial a to 0.01 se zaida ka lot use na kary
                  • #10 Collapse

                    Re: how to select lot size..

                    Lot size apne account ke mutabik set krna chahye na I think to jitna aap afford KR skte ho loss zahir hai big lot se loss bhi zyadah hota hai iss liye dekh KR set kren I think to 0.5 ,0.10 zyadah se zyadah bhi but depend krta hai balance PR aise he nai
                    • #11 Collapse

                      Re: how to select lot size..

                      bhai jan forex trdaing main lot size ko celect krna bhi aik boht mushkil task hai jis main humari zara se galti se hmain loss ho jata hai es liye hmaisha lot size ko select karny k liye apny balnce ka khas khyal rakhen kbhi bhi apny capita se bari lot set na kare hmaisha apni lot kos mall rakhen or trdaing kaen q k jitni small lot hogi otna he apki trdaing main risk kam hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: how to select lot size..

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                        Aslam o Alikum dear traders umeed hai sab khairyat say hun gye seniors traders say mera sawal hai kay lot size ko kis tarha select kiya jata hai or kasa lot size select kiya jata hai jis say ziyda say ziyda acha profit earn ho hum sab juniors traders janna chahty hain kay lot size select karna batain ta kay humain bhi achi earning ho bohat say traders lot size galat select karty hain jis ki waja say wo loss ko uthty hain beshak loss bhi forex business ka ek hisa hai mager jis tarha loss say bachty hoe lot size select karna chahye ap seniors zaror share karain apne thoughts shukriya...
                        Walaikum Assalam aapki baat bilkul theek hai trade Lagate Waqt Hamare lot size ko set karna bahut jyada important hota hai mere Khyal mein agar hamare pass $100 Hain To Hamen maximum 0.05 trade Lagani chahie Kisi bhi metal per ya FIR oil per aur Agar Kisi currency per trade Lagana Chaha rahe Hain 0.10 Ki trade Laga sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X