harm full effects of trading on forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    mery kheyal sy kuch zyada effect nahi hota is sy ager ap PC use kerty hoye b trading kerty han ager ap forex ko chor ker daily ruteen sy b trading kerty han tu 4 5 ghaty ap PC per guzar dyty han ager ap k pass LCD ha tu fir kuch b tenstion nahi ha iska koi nuqsaan nahi ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      In forex we need to use computer and internet for a long time. I think there is a risk for our brain and eye. It can causes a decease on our eyes or brain. so we need to be careful about using computer for a long time.
      • #198 Collapse

        App is kam ko karte hay tu app ko yeh kam sikh kar shuro karna chahye kun ke app ko jab bhi is kam main kuch a jye ga tu app pc ko kam us ekare ge aur app ko pata ho ga ke market ne kis time aur kiya trend dena ahay aur app ko long time ki trade karna ho ge aur app ko kisi bhi cheez se koi bhi nuksan nahi ho ga .
         
        • #199 Collapse

          mere khayl sy harmfull effectts wo hain k aik tu hum main less knowldge apna patience level kho dena or lalach show krna or confidence ki kami ye aise effects hain jo es pr bht effect krty hain
          • #200 Collapse

            jee bhai jaan aap ko forex key harmmful effect chund ho saktey hey per uska depend aap per hey key aap trading key lye kitna time dete hye tho chunkey aagar aap forex trading mey zyada time guzartey hey thab aap ko social life key zaruriyat sey thorha door hogey
            • #201 Collapse

              yes dear agar aap full time computer use karen ge to bilkul some side effects ap ki health pe hoga, is lye aap trading karne ke lye time table banae fir he trade karen, men forex me part time ki trading karta hon aur mene kabhi koi side effect feel nhi kara
              • #202 Collapse

                forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main ap log asani se earn ker ke achi earning hasil ker sakte hoiss main insan agar ap lalach ko control ker le to bari asani se earn ker sakta hi
                   
                • #203 Collapse

                  Bahter hay app laptop yah lcd use karay taqay ankho ko nuqsaan na ho our aram say baith kay app forex trading business asy pasay earn karay our apny gar ka kharcha basani chala saqay.
                  • #204 Collapse

                    The one harmful effect of forex trading is that people mostly get addict and do not do other work as it is very attractive and easy to do.
                    • #205 Collapse

                      han forex main agar hum fully harm full ke sath work akrtey hain to phir yeh hamari trading par bohot hi ziada effect karta hey aur phir hum is main kabhi kamiyab nahin ho saktey hain.
                      • #206 Collapse

                        Jhan tak mera khayal hai har kam ya bussiness mein faide bhi hote hain or nuqsan bhi lekin ye hum pe depend karta hai k hum kese khud ko discipline mein rakhte hain,jesa k humen maloom hai k forex trading ek boht he stressfull bussiness hai or ek limit k bad insan frustrated hojata hai to humain khud ko stress free karne k liye thora sa break le kar apni favourite activity karni chaiye jis se hmara stress release hojaye or mind fresh hojaye.
                         
                        • #207 Collapse

                          jee han hamesha computer k agay baithy rehny say sir dard ho jata hai is say eyes per bhe effect hota hai or nazar kamzor ho jati hai kyunki hamesha computer k agay baithy brehna bhe acha nahi hota is liye hamein chahye k kam k sath sath apni sehat ka bhe dheyan rakhein
                          • #208 Collapse

                            Forex ka koi harmful effect nhi hay kyo ky Forex aik aalamgeer business hy or puri dunya k log is py trading krty hain or se apna faida hasil krty hain jisky waja se Forex aaj k door main boht kamyab hy.
                            • #209 Collapse

                              why not dear hmri eyes sab se damage hoti hain computer ko watach karne se hm jitna zhada time is mein spent kare gay utna he ap ki eyes kamzor hon gay r ap ka body be relex nai ho gay is liye hmein is ko kam se kam use karna chaye zhada nai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                dear har kaam ka faida bhi hota hai or nuqsan bhi hota hai. ab aap jab had sy zyda computer use karo gy to aik waqt aap ko iss ka asar feel ho ga. iss lye start sy he aap computer use kro lekin sath mobile b chaalu rakho us py b karo. ya apna thora sa target rakho. na apni social life kharab karo na he koi or activity kam karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X