harm full effects of trading on forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex ko zyada time dena harf dull bi hosakta hay kio k aik to forex ki waja say monitor par zyada dekhna hamari nazro k leye bi accha nahee hota es k elawa hamari dosri buhut si masrofiat hoti hay jo k disturb hojati hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mere khyal se hum computer ko wase bhi use karte hain yani aur bht sare kaam karte hain un main jitna effect hota hai utna hi forex se bhi effect hota hai ager ap ke pass monitor hai cpu ke saath tu zayda effect karta hai but ager ap lcd use karte hain tu ap ko kaam effect karta hai
      • #63 Collapse

        bhai aap ko computer screen se nuksan pohanch sakta hai isi liye behtar hai ke ap screen ke upper screen rays se bachne ke liye protector glass banta hai, ya bana hota hai aur app use asani se laga sakte hain.
         
        FOREX PAK FORUM FOREVER
        • #64 Collapse

          yh toh har tyrader ki trade or knowldge par depend krta he agar acha knowledge ho ga toh achio trade kre ga or earn bhe wrna loss or zyada computer use krne se eye site weak ho skti he isme trade sse koi masla nahi aay ga ap ko time ka ahsas nahi rehta markeet k move aur os ko smajne k leye ap k ander aik jostjo hoti hai lekin ziyada mind pe sawar krne se ap ko noksan bhi ho skta hai tu as k leye zroori hai k ap aik time table se as kam ko kren
          • #65 Collapse

            jee bilkul zyada computer use karne se apki eyes pe effect ho sakta hai tou isliye apko chaiye k itni trading na karen sirf din mein 3 ghanty forex ko den zyada nahi kyun aankhen ALLAH ki nemat hoti hen
            • #66 Collapse

              mai ne bhot search kea hai is py or mjy pata chala hai k margin trading is haram as we know that forex is a leveraged trading business so it is also called as haram or mai ne or fitwa daikha hai us mai likha ta k agr hum 2 days se zyada ksi trade kw rkhain tw ye haram hai hamaay lia or currency trading allowed hai Islam mai
              • #67 Collapse

                ni forex ko keya prob ho sakti ha wo to kahty han ky jeti marzi trading karin jatni marzi ay kam karin aur earning karin q ky agar ap profit hasal kr rahy han to lazmi ni ha ky har koie he profit hasal kar raha ho kafi log hon gy jo loss bhe kar rahy hon gy
                • #68 Collapse

                  Asalam-O-alaikum to all Dear Friends , Dear es say apko bohut say nuqsan hain jin mian main tou lalach ki wajah say apko hoga ager ap lalchi ho gy tou ap ko money loss hosakta hai.
                  • #69 Collapse

                    bro computer ham sirf forex kay liye to nahi use kartay na,agar ham computer par non stop hd movies daikh saktay hain to kya ham forex nahi kar saktay,so koi side effects nahi hotay kyun kay aaj kal computers ka zamana hai aur maximum log isi par office work kartay han.
                    • #70 Collapse

                      mara bhai muja to ya pata ha ka forex ak business ha and kisi bi business ka koi harmful effect nhi hota the same is here es business ka bi koi harmful effect nhi ha. ap bas normal computer use kara bas koi effect nhi ha.
                       
                      • #71 Collapse

                        comupter ko app kam time bhe dy sakta hai agar app app apne kese trade mai SL aur TP laga ker chor dy tu app ko jada computer on ker na ke zarort nahe hoge app kuch time baad a ker apne trade ko check ker sakay han.
                        • #72 Collapse

                          dear forex aik best business hai or ye esa business hai kay ap is mein 24 hours kaam kar saktien hein is leay jo trader 24 hours hee computer par kaam karta rahy ga to usy computer kay site effects to hun ga lekan aik limit time mein ager koe kam kary to pher koe site effect nae hein
                          • #73 Collapse

                            g bikul hm trdng krty huy zaida computer ko use krty ahyn is sa hmy nuksan ho ta ha brain pa asar parta ha aur hmare eye site weak hop jate ha is lye zaryre ha ka trding krty huy screen sa thora dure bhtayn.
                               
                            • #74 Collapse

                              bhai ji han apki nazar kamzor ho jati hai is liye ap ko khyal mein rakhna chahie ke screen pe glass ho, computer screen ke liye rays protector glass hote hain woh lagae phir sukoon se kaam karein.
                               
                              FOREX PAK FORUM FOREVER
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                                kia forex k koi harmful effect han ya ni hm forex ma trading karta han using computer to zyada computer use karna sa koi side effect hota ha ya ni
                                no dear i do not think that there is any kind of the harmful effect of the trading the forex trading is the business and i think we should take it as a business not take it personally the same case is here the forex is not the harmful at all
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X