harm full effects of trading on forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dakhan sir kisi bhi kam ki koi na koi limet hoti limet sa cross honay per ap imrovment nai ker saktay kiyon k ap mantly toor pa ukta jatay ho so pakistan time k mutabiq hamane sham 5 sa raat 10 bajay tak time dana chahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      It comes, however, a number of lessons to learn about a totally free computer software it could be our associate within our investment on a daily basis. In any case.
       
      • #168 Collapse

        the strength of trading these market is well established and people should always know of how to work that we are all known to profit bhi hasil ker leitay hain lekin yeh humein bohat hi ziyada loss bhi detay hain....
         
        • #169 Collapse

          sir mera ye manna hai ke ap sirf utni trading karo jina ap computer pe kam kar sakte ho ye nai ke ap suba se sham tk sirf computer pe hi bhete raho agar ap esa karo ge to is se ap ko eye problm ho sakti hai lekin ap ke pass agar trading ki achi knowlage hao to ap is se kafi profit kama sakte hai or ye apke liye bht harmful sabit hoga.
          • #170 Collapse

            sab say bari bat app ke eyes hrab huti ha jin ke badolat app deakh saktay hu app ka mind aur puri body ma blood ke gardesh kam hunay ke wja say app ka jesam kamjoor huta ha iss leay app bemar feel kartay ha yar.
            • #171 Collapse

              bhai hum jab is business me mehnat se kaam nahi karen ge or isko seekhen ge nahi samjhen ge nahi to hum ko definitely loss ka saamna karna par sakta hai is business me hum tabhi kamyab ho sakty hain jab hum ko is ki proper knowledge ho warna is ke bohat se harm full effects ki waja se hum ko kafi loss ka saamna karna par sakta hai .
               
              • #172 Collapse

                sub sy bare jo efects hoty hain forex may wo news time par hote hain jis sy market 1000 pips tak up down hoskti hai...
                • #173 Collapse

                  haan janab bikul esa hota hai kafi effects parta hai ap ki eyes weak hujati hai or bhi kafi problim hut hain mera mana hai ke ap forex trade ko ek targed bana kar chale ke hume itna work karna hai na ose kam or na ose zada.....
                  • #174 Collapse

                    hum per bhot effect pert hain humare eays kharb ho ganty hai hum ko bhot se problem ho ganty hain huare kamre ma be bhot dard hoty hain oe hum ko itni zayd be us ma gonse nhe chany .
                    • #175 Collapse

                      in my opinion the most and the very harmful thing in the trading is the greed of the trader if you are doing the trades and you are a greedy person then you will only have the loss and you will not learn the trading forex forum correctly.
                      • #176 Collapse

                        ehmat treen bat ye he k forex me ap jab tred karen karen tu greedy hone se bachen kiun k agar ap greedy hon ge tu ap har waqat koshish karen karen ge pc k samne rahen our yahi harm full thing he jo ap k liye loss ka sabab ban sakti he so .apka acha exopiriance .proper learning and mehnat apko harm full thing se dor rakh sakti hen
                        • #177 Collapse

                          my dear friend app ny acha sawal kai hy forex froum ma jo logo ny computer ki studie kar rhy han in k ly boht hi acha hy q k ak to un ki tping speed achi hoti hy is sy un earning b hasal ho jata hy likn agr un k ander lalach bhar jay to boht noksan dy ha,,,,,,,,,
                          • #178 Collapse

                            kiun ke yeh bhot risky market hai isliye aik tarf is main profit bhi hota hai aur aik taraf isse harm full isliye bhi kehte hain ke agar isko sahe samj ke na seekha jaye to is main loss ke chances bhi bhot hote hain aur jis tarah ziada computer use karne se apki eyes ko effect karta hai agar hum forex main hard work karen to shayd hum is ke harm full effects se bach sakte hain
                            • #179 Collapse

                              Yes brother forex main agar hum always harmfull ho kar trading kartey hain to phir hum is main kabhi bhi kamiyab nahin hotey hain aur phir hamen always yahan par loss ka hi samna karna para hey.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Nai forex kay kafi harmful effect bhi hein, health problem boht ziada ho jati he, trader tired ho jatty hein kiu k wo boht time spend karty hein trading pe, neend pori nai hoti, eye problems bhi ho jaty hein, es liye care se trading mein time spend karin.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X