Forex main keya chez pershan karti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main keya chez pershan karti hai

    Ji han Sar bilkul Aisi Baat ho sakti hai ki Ham dusre number ke trade ko dekh kar confuse ho Jaate Hain aur FIR Ham correct decision Nahin Le paate Jiski vajah se Hamara trade Hamen loss De jata hai agar Ham ismein achha profit Hasil karna chahte hain To Hamen apni strategy or experience and knowledge ke sath trading Karni chahie Agar Hamen lost Bhi Ho Jata Hai To Hamen mayusi bilkul bhi nahin Hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main keya chez pershan karti hai

      assalamu alaikum bhai aapane kaha hai ki aap dusron ko na Dekhen ki vah kya kat rahe hain main yah Kahta hun k aap senior Ko Dekh kar hi kuch Sikh sakte hain aap bhi dekhenge senior kahan se loss kar raha hai Takah aap us tarah na Karen
      • #18 Collapse

        Re: Forex main keya chez pershan karti hai

        Forex ma agr AP na kamyab hona ha tu dosron ko deakna chor Dan apni smuj bojh ka mutabiq km kran dosron ko deak deak KR AP khud double minded ho jata Han or pr AP tk fasla nhi KR pata jis ki wajh sa loss hota ha or khud atmad hona chahia khud atmadi forex ma hmain prashan krti ha
        • #19 Collapse

          Re: Forex main keya chez pershan karti hai

          dosto forex mn ap ko logon ki naumeedi un ki byatmadi preshan krti hy is lia us sy ap presshan na hn balky aik aitmad k sath kam krain aur yakeen k sath forex ko pahly sekhin phr is pr kam krain..
          • #20 Collapse

            Re: Forex main keya chez pershan karti hai

            I think forex mein loss he preshan KR skta hai aur kon kre ga aur yes keh doosron ko zyadah Mt dekhen keh jalousie ho jalous nahi hona chahye Han dekh KR seekh sken to better hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Forex main keya chez pershan karti hai

              dear forex main koi chezain prehan nahi karti han ap khud apni he waja say preshan hoty hain jab ap ka experience kam ho aur ap ko kisi bat ka pata na ho tab he ap k lea preshani banti hai iss lea ap ko yeh iss preshani say bachny k le acha learn karna ho ga aur acha experience haisl karna ho ga jitna ap k pas knowledge ho ga ap ko utna he ziada faida ho ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X