Forex aik aisa karobar hai jis main sub say zyada utaar charao dekhnay main ata hai jub bhi hum koi karobar shrou kartay hain tou hum pehlay 6 mahinay koi bhi munagah nahi dekhtay yeah chez apko long term faida deti hai que ke is say apka capital 6 mahinay tak bdhta hai oar hum chez forex main que nahi samjhtat oar fori munafah ke lalch pdh jatay hain oar jld bazi oar be sabri ka muzahira kartay hain agar hum yeah chez samjh lein tou nataij mukhtalif ho saktay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим