Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye
    Traders ko chaye key wo money management technique ki learning karen aur demo account me es ki practice be karen, money management technique se hi account ko protect karna possible ho sakta hay, trading me money es technique aur planing se utilize karna chaye key profit zeyda ho saky aur loss factor trades me kam ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

    Dear friend money mangment hi forex main kameyabi ka ak rasta hy as leye hamesha money mangment k sath trading karen apny demagh say lalach ka bhoot otar dain qu k lalach insan ko tabah kar dety hy yeh kisi tarah ka profet hasel nahi kar pata hamesh loss hi karta hy
    • #3 Collapse

      Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

      Money management forex ma bhot zaruri hai or har trader ki zimadari hai k withdrwl k bad etni amount account ma rehny dy k trading ma kio tension na ho es lae k ye business to tb hota hai jb account ma reasonable amount ho or withdrwal k waqat kio trade open ni karni chahe agr us trade ma loss ho gya to withdrwal success ni ho paye ga
      • #4 Collapse

        Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

        Yes ap ne thek kaha he ke money mangment ke technique se apne account ko secure karna cahye take hame yaha zeyda loos nahoo or hu apne mehnat ko zeyda se deyda cash karwa saken or ache inocme kama kar ache life gozar saken.
        • #5 Collapse

          Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Traders ko chaye key wo money management technique ki learning karen aur demo account me es ki practice be karen, money management technique se hi account ko protect karna possible ho sakta hay, trading me money es technique aur planing se utilize karna chaye key profit zeyda ho saky aur loss factor trades me kam ho.
          Trading Mein money management hai bahut jyada important hai bina money management ke aap kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte acchi trading karne ke liye money management aur account management bahut jyada important Hota Hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

            Majid ho sakta hai yah sab chijen Hamen group discussion Mein acche se aur behtarin Andaaz Mein discuss kar leni chahie sab log jo Yahan per acche wala bonus generate karna chahte hain UN Logon Ko chahie ki vah apni bhi aur dusron ki post Jo acchi Lage use per Hamen thanks Lagane chahie ya thanks Samay usko karne ke liye
            • #7 Collapse

              Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

              forex main hum bagar paso ky account be bana kar kam karty hain hamy apny account ky har leval ke verification karwane chahey hamy market ky up or down ko dakty howy is main money invest karne chahey per he hum acha profit gain kar sakty hain hum is main kam kar ky pasa kama kar apne zarorto ko pura kar ky apne life sy gurbat ko katem kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

                forex ke karobar mein humen money management kerny ke koshesh kerty hein forex aik kamyab karobar he jis mein hum apni life ko set kerty hein forex aik legal karobar he jis mein hum jaldi mein ager karobar kerty hein to humen loss ke saman kerna perta he forex mein hum dusry momalik ke sath mil ke trading ker ke trade ko control kerty hein forex aik successful karobar he
                • #9 Collapse

                  Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

                  forex ke business life time business he jis mein hum apni life ko asan or useful banaty hein forex aik useful karobar he jis mein hum apni life kamyab kerny ke ley expert ho ke kam kerty hein forex aaik kabi na band hony wala karobar he jis mein hum apni zaroriyat ko pura kerty hoy success hasil kerty hein forex aik aam karobar ke nisbat acha or behtreen karobar he
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management technique se account ko protect karny ki koshish karni chaye

                    money management kar ky kam karna hamy acha bonus dy ga forex aik online or kabe be katem na hony wala busienss hain hum is mai 24 gatny mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busienss hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X