Forex Trading Me Lalach Kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Me Lalach Kerna
    Dear all members Assalam o Alaikum: Dear members jab hum log forex trading me koi order open karte he to phir hum log musalsil us trade ko dekhte rahte he k profit ho reha he ya loss ho reha he, trade ko bar bar nahi dekhna chahiye or us trade k sath stop loss or take profit lagana chahiye, agar trade me thora profit ho reha he or market ki samajh nahi aa rahi to us trade ko us profit me close ker dena chahiye agar close nahi karenge to aapko loss ho sakta he or hamen trading me kabhi bhi lalach nahi kerni chahiye jitna ziada profit ka lalach karenge to utna hi ziada loss hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

    G bhi boht zaida lalch karny se hum ne Jo profit bnya hota a Wo jata rehta a is liey Jb Ap dekhy k reasonable profit o gya a to behter a trade ko close kr dia gy phely to TP lgani chiey lekan agr Ap trading ko dekh rhy hain aur Ap ko lgta a k TP hit ni o ge aur loss me jany k chance bn rhy hain to Ap behter a k jo profit mil rha a us pr he Guzara kr Lia gy to trade ko close kr dia jay
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
      Dear all members Assalam o Alaikum: Dear members jab hum log forex trading me koi order open karte he to phir hum log musalsil us trade ko dekhte rahte he k profit ho reha he ya loss ho reha he, trade ko bar bar nahi dekhna chahiye or us trade k sath stop loss or take profit lagana chahiye, agar trade me thora profit ho reha he or market ki samajh nahi aa rahi to us trade ko us profit me close ker dena chahiye agar close nahi karenge to aapko loss ho sakta he or hamen trading me kabhi bhi lalach nahi kerni chahiye jitna ziada profit ka lalach karenge to utna hi ziada loss hoga.
      Walaikum assalam trading business Mein lalach karna Sabse Badi bevkufi Hoti Hai Kyunki Jab aap Ek Chhoti amount Mein profit Hasil kar lete hain to Jyada Hasil karne Ke Chakkar Mein aap apne pure capital ko loss kar Baithe Hain isliye lalach free trading karna best hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
        Dear all members Assalam o Alaikum: Dear members jab hum log forex trading me koi order open karte he to phir hum log musalsil us trade ko dekhte rahte he k profit ho reha he ya loss ho reha he, trade ko bar bar nahi dekhna chahiye or us trade k sath stop loss or take profit lagana chahiye, agar trade me thora profit ho reha he or market ki samajh nahi aa rahi to us trade ko us profit me close ker dena chahiye agar close nahi karenge to aapko loss ho sakta he or hamen trading me kabhi bhi lalach nahi kerni chahiye jitna ziada profit ka lalach karenge to utna hi ziada loss hoga.
        main kafi saalon se forex trading kar raha hon aur jo galti main nay ki hai wo yehi hai kay main lalach karta raha jis ka natija ye niklta tha kay mera account wash out ho jata hai aur mujhe nuqsan uthana parta tha lekin ab main nay apni iss adat pay control kar lia hai ap log bhi karlain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

          g bhai insaan ko lalich marwaa deta hai jab aik trade me ham profit me jaa rahy hoty tu usy close nahi karty k or zaya profit hasil ho ga lakin market ka kbbi pata nhi chlta k down ho jay or hamara profit lalich ki nazar ho jay is lye har members ko lalich sy bachna chahye
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

            Good Evening Friends
            ham jab is main ka karte hain auris main lalch karte hain to hamne is main loss ho hota hain aur jo bhi is main ziada lalch karte hain aun ko hi ziada loss hpota hain aur is ain jo lalch se bach kar trade karte hain uan ko faida ho skata hain aur wo is main earning kar skate hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
              Dear all members Assalam o Alaikum: Dear members jab hum log forex trading me koi order open karte he to phir hum log musalsil us trade ko dekhte rahte he k profit ho reha he ya loss ho reha he, trade ko bar bar nahi dekhna chahiye or us trade k sath stop loss or take profit lagana chahiye, agar trade me thora profit ho reha he or market ki samajh nahi aa rahi to us trade ko us profit me close ker dena chahiye agar close nahi karenge to aapko loss ho sakta he or hamen trading me kabhi bhi lalach nahi kerni chahiye jitna ziada profit ka lalach karenge to utna hi ziada loss hoga.
              Assalamu Alaikum Lala check bahut hi Buri Bala Hai Ham Agar ise khatm nahin kar sakte To Hamen Kisi chij mein bhi nuksan Ke Siva Kuchh Bhi Hasil Nahin Hota aur Forex trading mein agar aapko thoda profit Hasil ho jata hai to usmein Khush Hona chahie Ziada ki lalach Jyada members ke account watch Karva Deti Hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

                Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum daer friends ap ka bht acha swal hai pr dono kam ho skty hun loss bi r profit bi hmn zeada lalauvh ni krni chay q k forex ak riski busimness hai es min kch bi ho skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

                  Dear friend forex main lalach ki koy gagah nahi hy qu k lalach ak bory bala hy as ko go log karty hain woh kisi kam main kameyab nahi ho sakty as leye hamenbagar kameyab hona hy to hamen lalach nahi karni chahye asi main forex ki kameyabi hy aur hum achi earning kar pain gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

                    aslam o alikam mare nazdeeq ye ke lalach nhi karni chaye kion lalach insan ko bot zaleel ker daiti ha forex ma jeb log trading kerte han tu us ma jeb profit hune lagta ha tu insan ki lalach ber jati ha ur lalach insan ko aise faisle kerwa daiti ha jiss se pher bot zaida loss hu jata ha trading ma tu lalach bilkul bi nhi karni chaye ur ik taran ka chelna chaye take ap ko nakami ka samna na hu ur ap ki life asan na hu jaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

                      Forex trading me lalach kabhi na kare kiu ke lalach karne se bohat nuksaan hota jo log lalach karte ha un ko ulta nuksaan he hota ha is liye lalach se kabhi kaam na kare apne kaam ko ache tarha se kare aur neyat ko saaf kar ke sirf mehnat kare forex aik bohat acha business ha jis se bohat achy earning ki ja sakty ha is liye agar ap ziyada profit chahte ho to ziyada mehnat karo
                      SUMIYA TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

                        forex trading main agr hum lalach kaarin gay to hum is main kbhi b kamyab nahi ho skaty hain kyu k lalch main aa k hum ghlt aur short cut use karty hain jo k humary kam k liye sahi nahi hota hai is se hume loss hota hai apny account ko save rakhny k liye zaroori hai k hum sabar se kam laain aur khud ko lalach se bacaahin taa k kamyab ho sakaian.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
                          Dear all members Assalam o Alaikum: Dear members jab hum log forex trading me koi order open karte he to phir hum log musalsil us trade ko dekhte rahte he k profit ho reha he ya loss ho reha he, trade ko bar bar nahi dekhna chahiye or us trade k sath stop loss or take profit lagana chahiye, agar trade me thora profit ho reha he or market ki samajh nahi aa rahi to us trade ko us profit me close ker dena chahiye agar close nahi karenge to aapko loss ho sakta he or hamen trading me kabhi bhi lalach nahi kerni chahiye jitna ziada profit ka lalach karenge to utna hi ziada loss hoga.
                          Assalamu Alaikum ji bhaijaan lalach Buri baat hai agar Ham lalas Karte Hain To yah Hamen Kisi kam Ke Kabil Nahin chhodata aur Hamen Har Jagah nuksan hi deta hai isliye Hamen chahie ki Ham apni trade Mein lalach Na Karen balke Jitna profit Hasil Ho Jaaye usmein khush ho jaen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Me Lalach Kerna

                            forest nahin karna chahie Jiske Hamen chahie uske sath aasani Se Aaram Se aur iski movement ko Dekhte Hue Chale aur bad Hamen Hamen iska Achcha benefit Mila aur hamen nuksan bhi Nav mein fayda se fayda Milta hai aur ham jo bhi kam Karenge Achcha Ho se Karenge ho sakta hai main knowledge Ke Chakkar Mein Hamara jyada nuksan ho jaaye Rama Rama kaun se ke sath Chalen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X