BASIC CONEPT OF INSIDE BAR CANDLESTICK PATTERN
Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon ge dear members market mein Inside bar 2 candle sticks ya bar par depend karti hai, jis main 2nd candle inside hoti hai 1st ky or yeh small hoti hai 1st bar k high or low k andar hoti hai. 2nd bar ka jo high hota hai wo previous bar sy low hota hai or esi tarha 2nd candle ka low prevoius candle sy higher hota hai. Inside bar sy jo pehle wali bar hoti hai usko ham mother candle bar b kehty hain.forex market mein kuch situation aisi bi ho ge k inside bar ko ib or mother bar ko mb kaha jata hai. Agr ye bars same high or low point ki hon gi to phr ye inside bar pattern ni ho ga. Inside bar jo hoti hai ye mother bar k trend k mukhalif hoti hai. Inside bar market k main same trend ki direction mein create hoti hai.
IMPORTANCE OF INSIDE BAR CANDLESTICK PATTERN
Dear fellows business mein kuch trader es pattern ko continuation pattern bhe kehty hein jab ky oppsite side mein breakout bi ho sakta hey. forex market mein aik long period kay upside trend kay bad forex market mein trend mein gap reversal hony ko identify karta hey es leye forex market mein inside bar forex trade ko stop karanay ke reason ban jata hey, forex market mein aik short period trade kay ley daikha ja sakta hey.insde bar Pattern forex main bahot importance k hamil hoty hein kyn k bar aik formation hoti ha trading chart par, jis ki aik pin kay sath tail ya shadow hoti ha ye upper la lower bothsides per ho sakti ha.Jab koi bhi pattern form hota hai to use time per aap trading Karte Hain To usmein aap ko risk management rules and regulations ke hisaab sy stop loss apply karna chahie. agar aap stop-loss ki limit Ko use Nahin Karte to woh aap ke liye dangerous bi ho sakta hai ,sometime market technical movement ko follow nahin karti Jiski vajah se aapko Kuchh problem ho sakte hain aur aapko nuksan ho sakta hai isliye Hamesha market mein nuksan ko control karne ke liye aapko stoploss ki limit zarur apply Karni chahieye.ta ky account safe rahy aur wash hony sy bach saky.
OF INSIDE BAR CANDLESTICK PATTERN
Dear friends Inside bar pattern two types ky hoty hain, aik aesy inside bar pattern create hota hai jis main mother candle "bullish" aur inside bar candle "bearish"]hoti hai tou candle ki position aisy hoti hai ky mother candle size main large hoti hai lekin shape dono ki same hoti hai, tou jab aesi inside bar pattern mein candles create hoti hai tou agar trend downward move ker raha hai tou same direction main trend continue rehta hai aur agar trend upward hai tou aesa pattern create hony per market apny trend ki direction change ker sakti hai. second inside bar pattern main mother candle bearish hoti hai jab ky inside bar bullish main create hoti hai jo previous candle ki range sy down jati hy lekin shape main just like mother candle jesi aur size main kuch short hoti hai tou jab aesa pattern create hota hai tou market uptrend main ho tou trend continue rehta hai aur agar down trend main ho tou trend change ki indication hoti hai."Inside Bar Trading strategy" two candle price action strategy ha, jis man second candle hamasha smaller real body candle hoti ha, jis ka HIGH aur LOW dono first candle k HIGH aur LOW k ander he hota han. Ye pattern up-trend k top per, downtrend k bottom per aur already continue trend bottom b banta ha. market mein trading k leye es pattern ko khas understading ki zaroorat bi samja jata hy...

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим