Mehnat hi hamari kamyabi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat hi hamari kamyabi hai
    dear sir Pakistan forex for a main daily progress base per kam karne se aur Delhi apni post ki quality behtar karne se Ham mehnat karke kamyab ho sakte hain mehnat ka matlab yahi hota hai ki daily apna target achieve karna aur post proper quality ke sath karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

    as a well known proverb k mehnat kamyabi ki kunji ha isliy hamin chahye k pehly HM demo account pa Kam kren aur jb Achi trah knowledge hasil krlen tou Kam shru kren jitni zeada mehnat kren Gy utna profit kma sken gy
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

      assalam o alikum g piyaray dost app bilkul sai keh rahay ho k mehnat hi ma kamyabi hai to joo dost ya mera bha hard work kary ga to wohi pakistan forex main ziada say ziada kamyabi hasil kar saky ga isi liay hamain chahiay k hum bohat ziada pakistan forex par kam karain or khud ko acha trader bussiness man banay dil say kam karnay main hi kamyabi hai
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

        Dear forum members forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke jis ko ap apny ghar baith ker bh ker sakty hn aur apny financial zaroryat ko pora ker sakty hn lkn ye bh reality hy ke forex trading aik complicated aur tough business hy ye koi easy work ni is main wohi kamyab hoty hn jo hardwork kerty hn aur himmat ni harty
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

          g han mehnat se hi kamyab ho sakte hen ager mehnat nhi keren ge to kamyab hona mushkil ha forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning or kamyabi hasil ker sakte hen kyunke jo log mehnat nhi kerte wo kabi kamyab nhi hote humesha mehat ker ke hi kamyabi hasil ki ja sakti ha kyun ke mehnat kabi zaya nhi hoti mehnat hi kamyabi ka zariya ha
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

            G mere dost mehnat karne se he kamiyabi milty ha mehnat kie beghair apko kisi bhi kaam me kamiyabi nahi mile ga agar ap forex me mehnat nahi karo ge to apko forex se kuh nahi mile ga forex aik bohat acha business ha lekin agar ap is me mehnat he nahi karo ge to apko forex kuch nahi de sakta forex se earning karne ke liye mehnat karna must hota ha mehnat kabhi zaya nahi jaty is liye mehnat se apna kaam kare
            SUMIYA TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

              bhai jaan bilkul Pakistan forex form mein hamen achcha profit mil sakta hai kyunki agar Ham mehnat Karen aur mehnat ke sath post bahut acchi Karen spelling mistake aur point-to-point baat karke achha profit Le sakte hain agar daily progress per kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

                forex ke karobar mein humen ager kamyabi ko hasil kerna he to humen mehnat kerny chahy forex aik online karobar he jis mein live chating kerty hoy behter earning kerty hein forex aik trading training center he jis mein hum trading system ko run kerty hein forex aiuk aam karobar ki nisbat acha or kamyab he forex aik kabi na band hony wala karobar eh
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

                  G han bilkul dost ap nay bahot achi baat ki hy k mehnat e hamari kamyabi hy jo bnda mehnat kar jata hy wo forex men easily kamyab hojata hy kion k mehnat e kamyabi k kunji hy or forex ak esa khobsurat business hy k is men ap agar thori si b mehnat karty hyn to yeh apko uska b reward deta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

                    G han main agree kerta hon K mhnat kerny sy kamiyabe hoti hy ager hum forx forum main ache progress dy gy tu saf zher hy kamiyabi khud hamary pass doorti howi ay gi mhnat he sy he kamiyabe hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

                      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main hum mehnat krein gay hum aik na aik din zaroor kamyab honge mehnat main azmat hai mehnat kerny wala insan bhadur insan hota hai jo keh har mushkil ka samna asani say ker sakta hai mehnat ker k..........
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat hi hamari kamyabi hai

                        Forex trading main kamyab honay kay liay traders ko bohat ziada hardworking karni chahiay kun k trader jitni ziada Forex trading main mehnat karay ga aor regular ho kar rules and regulation kay hisab say trading karay ga to usay zaror kamyabi hi hogi Forex main had say ziada relax rehnay walay ko kabhi bhi kamyab nahi milti is main bas mehnat karnay wala hi kamyab ho sakta hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X