fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.
    dear forex market main news trading aik asi trading hoti hai ju ap aik ko aik din main ya kuch month main nahi ati jab ap forex main ziada say ziada time spend karty hain aur news trading say daily ap ki nazer guzrti hai k kon se news kesy move karti hai aur kitna impact karti hai iss leay ager news k bary main ap nay success laini ha tu har major country main k bary main ap k pas information honi chaheay aur app ko big events k pata hona chaheay aur yeh sab batain app ko salo bad pata chalti hain iss leay jald bazi say kam na lain ap market ko ziada tiem dain ap[ ko yeh chezain khud he clear ho jain gee.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

    G baai aap nay sahee kaha forex trading buhut mushkil business hay our is may aap ke baath sahee hay ke aap Jo experiance gain karnay may buhut arsa lag jatha hay our Jo log news par trading karthay hay wo kabhi be trading may jaldh baazi nahee karthay hay wo hamesha news par nazar rakahthay hay is liay hamay be news par trading karne chahiay is may buhut acha faida miltha hay.
    • #3 Collapse

      Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

      g bilkul ASA hi fundamental Ka experience seekhny se Ata ha lkn ap pehly demo account pa Basis knowledge hasil kren us k bd ap trading strt kren otherwise ap k loss k chances bht zeada hongy
      • #4 Collapse

        Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

        G nahi dear market fundamental analysis ka experice time guzarny key sath learning karny se be hota hay, daily agar demo account me trading fundamental analysis kar key ki jaye aur sath me learning ki be koshish ki jaye to traders ko zeyda time nahi lagta jab wo expert fundamental analysis kar saken gey, learning be zarori hay aur time management be zarori hay.
        • #5 Collapse

          Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

          G brother fundemental anylsis ka Karna itna easy ni a fundemental se Ap ko khuch time tk ye to pata chal jata a k ye pair bear o ga bullish lekan kitna o ga is k liey boht zaida study aur experience ke zroort a fundemental me humy previous data aur acting data dono ko dekhna hota aur current data ko comprision Dono K sath karty hain aur Kia difference a in sub cheezo ko smjna parta a
          • #6 Collapse

            Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

            Gee haan fundemental analysis aap time kay sath sath hasil ker letay hain aur iss kay lye aap ko kisi sae seekhnay ki zaroorat nahin hoti aap forex mein kamyabi hasil ler saktay hain aur jub aap ka forex mein acha experiance ho jata ahi tou aap forex mein fundemental analysis ker saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

              hello Sar aapane bilkul sahi Samay Hai Forex trading Mein Hamare liye fundamental ka experience Jarur Hona chahie Kyunki hamare pass fundamental ka experience Nahin Aaunga To Hamen aap bhi nahin chahie Hamen chahie bahut hi acche se kam Karen aur message jaldi se jaldiaur Hamen ismein dusron Ko Bhi sikhane ki kam a Jaaye Hamen chahie ki ham ismein Dil lagakar kam Karen
              PAK ARMY ZINDA ABAD
              • #8 Collapse

                Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

                forex aik online business hai forex myn hmyn loss bhe hota hai oor profit bhe ooor ye aisa he business hai agar hmyn iss business myn success chahye tuu hmyn aysi hi lagi thi k ak ya akgama ha per jab earning ana startt hui to ayas
                :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                • #9 Collapse

                  Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

                  g bhai jan ap ki bat bilkul thek hai fundamental aik asa knowledge hai ju ap ko kuch month main clear nahi hota hai forex market itni big market hai iss main itna high knowledge learn karna asan kam nahi hai app ko fundamental ka knowledge hasil karny k lea kam say kam 5 say 7 sal lag jaty hain phir ap ko 40 say 50 percent expereince hota hai k iss main kam kesy karna hai iss k lea ap k pas education bhi achi honi chaheay aur ap ko tmam major country ki inforamtion hona lazmi hota ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

                    Dear yeh baat tu theek hai news pe trading krny mein waqt lgta hai agr aap news pe trading krna chahty hein tu advance countries ki political aur economic news pe nazar rakhein kionkeh pairs ki ziada tar moves isi base pe hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

                      Yes time to lgta hai aik din mein sb nai seekh jate but seekhen ge to he aaye ga iss liye humen try krni chahye seekhne ki aur aik din sahi se phir smjhne bhi lgen ge nai kren ge try to smjhen ge bhi nai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: fundamental ka expereince time k sath he ata hai sekhny say nahi ata.

                        Gee haan fundemental analysis hum forex mein kaam ker kay seekhtay hain aur jaisay jaisay humara forex mein experiance zayada hota jata hai uss kay sath sath humain fundamental analysis ka bhi zayada achay sae pata chalta hai aur phir agar forex market mein fundamental analysis per bhi trade lagatay hain tou humain trade mein kamyqbi milti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X